Ay Allah Kay Bando! Mout Kop Yad Rakho!
Chadar Aag Ban Kar Jal Rahi hay Hazrat Abu Rafay’ صلى_الله_عليه_وآله_... Kareem Madinah-e-munawwarah kay qabrustan “Baqee’-e-Gharqad” kay qareeb say guzray to farmaya: Uff, Uff, Uff. Is waqt Aap kay sath mayn akela hi tha. Mayn nay ‘arz ki: Ya Rasool Allah Mayray maan Baap Aap par qurban! Kiya bat hay? Aap nay irshad farmaya: mayn nay is qabar walay ko fulan qabilay par ‘aamil (ya’ni zakat wusool karnay kay li`ay) muqarrar kiya tha. Us waqt is nay ayk chadar mayn khayanat kit hi aur ab mayn daykhta hunk eh wohi chadar aag ban kar usay jala rahi hay. shikar ho kar andhayri qabar mayn utar jata hay. Yad rahay! 60 par banda itna ‘arsa hi zindah reh pata hay aur phir mout ka Ziyadah say ziyadah 60 ya 70 sal zindah reh layn gay’aam taur ’umar panay ki ummed par ji`ay bhi to kitna ji`ayn gay? taubah na karnay par uksa`ay to yad rakhye! Agar aap lambi aur aur ziyadah dayr zinda rehnay ki ummed dila`ay aur abhi ho pa`ay ga. Ho sakta hay shaytan aap ko lambi ‘umar panay ja`ay...