Bazaar Jab Aya - Mirza Ali Hassan - 2022 | Noha Bibi Zainab Sa | Muharram 1444 Bazaar Jab Aya Lyrics Mirza Ali Hassan - 2022 | Noha Bibi Zainab Sa | Muharram 1444 Noha Lyrics chaadar ka khayal aate he zainab s.a ko gash aaya, bazar jab aya sab bibiyon ne chehron ko baalon se chupaya, bazar jab aya Dekho ye tamashai khare hanste hain hum par, barsaate hain pathar laut aai sakina s.a ki sada koi na aaya, bazar jab aya bus naad e ali a.s parhti rahi sar ko jhukaye, pathar kaee aaye khoon sar se tapakta raha kahan tha koi saya, bazar jab aya maqna hai na chaadar kaho sar kaise chupaen, ab hum kahan jaaen sajjad a.s ko zainab s.a ne qareen apne bulaya, bazar jab aya kyun dair se aai nahin zanjeer ki jhankar, kia agaya bazaar ye poochne dil thaam k fizza ko bulaya bazar jab aya hum ahle haram ko ye tamashai barabar, dekhenge khule sar kulsoom s.a ko is khauf ne tasveer banaya bazar jab aya ki shaamiyon ne kaisi ye mazloomo ki khaatir, aaye jo musafir Pathar he baraste the kahan t...