Nohay 2023 | Mere Bhai Abbas Lyrics | Ali Raza Irani | Noha Shahadat Hazrat Abbas 2023 | Noha 2023 - 1445
Nohay 2023 | Mere Bhai Abbas | Ali Raza Irani | Noha Shahadat Hazrat Abbas 2023 | Noha 2023 - 1445 ➽Lyrics:- Abbas abbas mere abbas Mashk sahil pa chidi sher ke jab haath kate Sar pa ek gurz pada girne laga ghode se Jism par haath na the hatho ko jo tek sake Uski aawaze salam aai to shabbir chale God me sar liya abbas ka kah kar roye Mere bhai mere abbas Mere ghazi mere abbas Roke sarwar ne kaha mujh se hote ho juda Mujhko aqa na kaho bhai ab kah do zara Hai alam lkhun me bhara ho gaye hath juda Tum se sharminda hu mai na dia izne wagha Mere bhai mere abbas Waqt hai reukhsat ka dil hai tamannai Apni zaban se tum mujhko kaho bhai Lo na abhi bhayya maut ki angdai Pyasi tamanna ki pyas na bujh pai Haye ab tak to mujhew tum ne kaha hai aaqa Mere bhai mere abbas Maine tumhe bhayya jhgula jhulaya hai Bahon me le lekar dil se lagaya hai Ungli pakad kar bhi chalna sikhaya hai Mujhse vidai ka wa...