Zamana Tumhara Ya Hussain Lyrics Nadeem Sarwar (2025)
Zamana Tumhara Ya Hussain - Nadeem Sarwar (2025) Ya Hussain Maula Ya Hussain - 4 Jag hai tumhara maula jag hai tumhara Dekho ya Hussain saara jag hai tumhara. Ya Hussain Maula Ya Hussain - 2 Wo Sadaaye halmin jo kal goonj rahi thi sehraa mein - 2 aaj talak, sadiyon se wohi goonj rahi hai duniya mein - 2 Aap akele thay Maula Aap akele thay Maula Ab saari duniya saath mein hai Saath bhi aisa, ke ab sab ka jeena marna saath mein hai Ya maula ya Hussain saara zamana Haan ye saara zamana hai tumhara Ya Hussain tum akele nahin ho Ya Hussain - 2 Ye zameen-o-aasmaan keh rahi hai har zabaan keh raha hai Har nazara Ya Hussain Tum akele nahin ho Ya Hussain Hussain Hussain Hussain Maula maula Hussain Hussain Hussain - 2 Roz-e-Ashoora Lakhon mein tanha Hussain humko bula rahe thay Hal min ka naara hai ye ishaara Hussain sabko jaga rahe thay Zinda raha hai, zinda rahega Hal min ka naara Hussain ka har dil ki dua Har lab pe sada Ye khazana hai tumhara Ya Hussain Tum akele nahin ho Ya Hussain - 2 Saa...