Hussain Deta Hai Lyrics - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As
Hussain Deta Hai - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As Hussain Deta Hai Lyrics - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As Roman Lyrics Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Bana Ke Laal Qalandar Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Har Aik Dar Pe mangne Ki Zarurat Kia Hai Hamaray He Ghar Ke Dar Par Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Khuda To Khud Muntazir Tha Bus Aik Sajde Ka Magar Usay Bhi bahatar Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Khuda Ko Ishq Tha Muhammad Se To Isliye Khuda Ko Ishq Tha Muhammad Se To Tha Is Liye Khuda Ko Shakal E Payambar Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai Wo Rab Raazi Salamat Kisi Se Ho Jaye To Uski Rooh Ke Andar Hussain Deta Hai