Header Notification

Hussain Deta Hai Lyrics - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As

 

Hussain Deta Hai - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As

Hussain Deta Hai Lyrics - Ainey Gohar - 2023| Qasida Mola Hussain As Roman Lyrics
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai
Bana Ke Laal Qalandar Hussain Deta Hai
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai

Har Aik Dar Pe mangne Ki Zarurat Kia Hai
Hamaray He Ghar Ke Dar Par Hussain Deta Hai
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai

Khuda To Khud Muntazir Tha Bus Aik Sajde Ka
Magar Usay Bhi bahatar Hussain Deta Hai
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai

Khuda Ko Ishq Tha Muhammad Se To Isliye
Khuda Ko Ishq Tha Muhammad Se To Tha Is Liye
Khuda Ko Shakal E Payambar Hussain Deta Hai

Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai
Wilayato Ka Samandar Hussain Deta Hai

Wo Rab Raazi Salamat Kisi Se Ho Jaye
To Uski Rooh Ke Andar Hussain Deta Hai

Post a Comment

0 Comments