Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
Esa Aaqa Ho To Lazim Hai Ghulami Pe Guroor
Esi Nisbat Ho To Phir Bool Bara Sajta Hai
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
Shehshahon Ke Muqadar Main Kahan Zebai
Jiska Dar Uski Ghulami Ka Kara Sajta Hai
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
Sarwar E Deen Ke Musally Ko Khuda Janta Hai
Murtaza Pechy Ho Sidiqe Khara Sajta Hai
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
Kisi Manzar Main Nahi Esi Dil Awaiz Kashish
Gumbad E Zabaz Hi Ankhon Men Jarra Sajta Hai
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
Mujhse Kehte Hain Yehi Ehl E Muhabbat Sarwar
Naat Ka Nagma Tere Lab Pe Bara Sajta Hai
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai
Dar Bara Ho To Sawali Bhi Khara Sajta Hai
1 Comments
عشق کا (ع) تو عزاب تھا ہی جناب (ش) سے شدید ہو کر( ق )سے قہر بن گیا 😳
ReplyDelete