Paraya deas he ghurbat he maa ye sehna payegi, Kafan ono mohammad tumko zainab dena payegi, 1,Jawa n hune se pehle be khata mara gaya tumko, The piyase teen din se fhir bhi na pani diya tumko, Tumahre bin tumahri maa bhi zinda rehna payegi, 2 ,Ye suraj ki tapish jalti zami zakhmi badan haye, Nahin he pas kuchh maa ke tumhe kis tarha dafnaye, Kafan ke bin magar tadfheen Hargiz hona payegi, 3, Huwe armaan mere khaak sab karbobala akar Jinhe pala tha nazo se unhi ko dasht men khokar, Ye dukhiya gham zada afat raseeda jana payegi, 4, Ghamo ne ek din men hi zaifaa kar diya mujhko, Bhara ghar qatl kar dala mera men roun kis kisko, Kisi bhi laash pe ji bharke zainab rona payegi 5 tumhari kamsini par bhi kisi ne rehem na khaya, Tumhe mara gaya fhir jism pe ghodo ko do daya, Hen lashe tukdo me dono ke madar chunna Payegi, 6 men tadpungi har ek Lamha kabhi na chen paungi, Rahungi jab talak...