Posts

Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa

Image
Nohay 2026 | Maa Dekho Naa | Muharram | 1448 | Sham E Ghariban Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa 

Baba Meri Sughra Ko Kahiyega Salam Noha Lyrics

Image
Nohay 2026 | Baba Meri Sughra Ko Kahiyega Salam | Ameer Hasan Aamir Nohay 2026 | Noha Ali Akbar 2026 हाय सुग़रा हाय अकबर बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x3 कासिद जब भी लेके आये उसका पयाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 1.कहिएगा के मौत ने मजबूर कर दिया भाई को बहन से बहुत दूर करदिया भाई तेरा मारा गया रैन मी तशनाकाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 कासिद जब भी लेके आये उसका पयाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 2.कहियेगा के अब ना आयेगा तेरा अकबर मुझसे मुलाक़ात न था उसका मुक़द्दर अब ना बुलाये मेरा ले ले के नाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 कासिद जब भी लेके आये उसका पयाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 3.ज़ुल्म की यलगार ज़बरदस्त हो गई बरछी मेरे सीने में पिवश्त हो गई कुछ ही पल में गरदन भी होगी ताहे हुसाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 कासिद जब भी लेके आये उसका पयाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 4.बाबा मुझे सुघरा का दीदार करादो बेहरे तसल्ली मुझे बस शक्ल दिखादो दम मेरा आसान से निकले शाहे अनाम बाबा मेरी सुघरा को कहियेगा सलाम x2 कासिद जब भी लेके आये उसका पयाम बाबा मे...

Haan Main Abbas Hun Noha Lyrics Mesum Abbas Noha

Image
 https://youtu.be/?si=9jBPAynvSEYxWpok Ayo Hanaas Haan Main Abbas Hoon Abbas Haan Main Abbas Hun | Mesum Abbas | Noha 2026 | Noha Mola Abbas New Noha 2026 | Noha Mola Abbas | Haan Main Abbas Hun | Mesum Abbas Noha | Muharram 2026 | Nohay 2026 Ayo Hanaas Haan Main Abbas Hoon Abbas Lyrics -  Hasab nasab hain hoon laasani Mushk o alam hain meri nishani Hai mere shaanon mein bhi Quwwat-e-Yazdani Agar karun darya ko ishara Khaimon mein aa jaye woh sara Mere isharon par chalta hai darya ka pani Lo jaan lo mujh ko, pehchan lo mujh ko Haan main Abbas hoon, Abbas Ayo Hanas, Ayo Hanas Haan main Abbas hoon, haan main Abaas Sun lo yeh ta’aruf mera Main beta hoon Haider ka Saqqa-e-Sakina mujh ko Kehti hai yeh saari duniya Main bazu-e-Sarwar hoon Ghairat ka samandar hoon Khud zaat mein lashkar hoon Ayehnas Ayehnas Jab ghaiz mein waar karunga Aisi yalghaar karunga Ek laash ke do do tukray Phir do ke chaar karunga Mohlat hai sambhal jao Kasrat pe na itrao Mat sher se takrao Salar hoon, Jarr...

Matam Na Kam Hoga Urdu Noha Lyrics

Image
Nohay 2026 | Matam Na Kam Hoga | Zeeshan Abidi | Irfan Haider | Shahid Baltistani | Raza Abbas Zaidi Matam Na Kam Hoga Urdu Lyrics مولا تیرا غم بھولے گی نہ دنیا بولے گا سارا زمانہ یاحُسینا یاحُسینا دل میں دھڑکتا ہے ماتم سانسوں بستا ہے تیرا غم آئیگا جب ماہِ محرم یہ ماتم نہ کم ہوگا سینوں میں غم ہوگا جب تک ہماری جان ہے باقی سر پر علم ہوگا پانی کی ہیں جتنی بھی سبیلیں سب ہیں سکینہؑ کا صدقہ پیاسوں کی آنکھ میں آنسوآئےنام لیاجب اصغرؑ کا آٹھ محرم پیاسوں کا یومِ رنج و الم ہوگا یہ ماتم نہ کم ہوگا سینوں میں غم ہوگا ’’عرفان حیدر رضوی‘‘ یہ سارے نظر عشق کے ہیں شمع سے شمع جلتی رہیگی بچھتا رہیگا فرشِ عزا رہے سلامت عشقِ حُسینی رہیں سلامت اہلِ عزا وعدہ ہے بی بی آپکا مجھ پر جب تک کرم ہوگا یہ ماتم نہ کم ہوگا سینوں میں غم ہوگا کیسےجئینگےاے ثار اللہ ہم سب تیرے ماتم کے بن زخم تیرے ہم یاد کرینگے آئیگا جب عاشور کا دن خون کا پرسہ اے ابنِ زہراؑ تیری قسم ہوگا یہ ماتم نہ کم ہوگا سینوں میں غم ہوگا ’’رضا عباس زیدی‘‘ دل کربلامیں رہ گیامیرا اور میں وہاں سے لوٹ آیا کربلا یاد بہت آتی ہے کیوں نہ دو...

Tu be kafan Hai Baba or Mein Hun Berida Noha Lyrics

Image
 Tu be kafan hai baba or Mein hun Be rida |Bibi Sakina sa Noha 2026 | Kazmi Brothers 110 | MOHARRAM ALBUM 2026-1448 Tu be kafan Hai Baba or Mein Hun Berida Lyrics  Lyrics : تو بے کفن ہے بابا اور میں ہوں بے ردا  نیزے پہ سر تمہارا رسن میں میرا گلا  رُک جانے پہ لگائے دُرّے مجھے لعیں نے  چلتی ہوں تو رسن سے گھٹتا ہے دم میرا  ہم سر سے پائوں تک ہیں زخموں سے چور دونوں  پتھر تمہیں لگا ہے درّہ مجھے لگا  ہر اک قدم پہ ہمکو مارے گئے تمانچے  زخمی ہیں گال میرے زخمی ہے سر تیرا  انگلی تمہاری کاٹی انگشتری کی خاطر  دو بالیوں کی خاطر مارا مجھے گیا  ظالم نے جب پکارا مجھ کو کنیز کہہ کر  دیتی رہی میں بابا روکر تمہیں صدا  ایسا سفر نہ دیکھیں اب کوئی باپ بیٹی  کانٹوں پہ میں چلی ہوں نیزے پہ تو چلا  نیزے سے اس لئیے بھی گرتا پے سر چچا کا مجھکو گرا گرا کے ہنستے ہیں اشقیا ء  خاکِ شفا بنا ہے بابا کفن تمہارا  میرا کفن بنا ہے کرتا جلا ہوا  ازلان یہ مصائب سجا د نے سنے تھے چالیس سال اسکی آنکھوں سے خوں بہا

Ghazi Abbas Ka Parcham Noha Lyrics

Image
Mola Abbas Noha 2026 | Ghazi Abbas Ka Parcham | Karbalai Brothers Nohay 2026 | Muharram Nohay 2026 / 1448H | New Noha 2026 | Muharram New Noha 2026 Kalam Ghazi Abbas Ka Parcham Lyrics  LYRICS - Ghazi (a.s) Abbas ka Parcham Ooncha raha hai, ooncha rahe ga, Yeh hai azadaron ka bharam. Jab yeh fiza mein lehrata hai, chalti hai har soo thandi hawa, Kyun na kare yeh mojize dekho, parcham pe hai Abbas (a.s) likha. Lagta hai jaise aa gaye Maula (a.s), Ghar mein lagate hain jab hum, Ghazi Abbas (a.s) ka parcham. Aath Muharram jab maa ro kar saqqa banati hai hum ko, Kehti hai beta bhool na jana, tum Maula Ghazi (a.s) ke gham ko. Jab tak tumhare hathon mein dam hai, Ooncha rahe, tumhein meri qasam, Ghazi Abbas (a.s) ka parcham. Jab bhi ghamon ne mujh ko sataya, aaya alam ki chhaon mein, Phir yun laga ke le liya mujh ko, Ghazi ne apni panahon mein. Saaye mein us ke aate hi mere, Door huye sab ranj o alam, Ghazi Abbas (a.s) ka parcham. Dekho julooson mein tum ja kar, jo bhi alam yeh uthate h...

Qaim Rahey Ye Majlis O Matam Noha Lyrics

Image
Qaim Rahey Ye Majlis O Matam | Mir Jawad Mir | Mir Hasan Mir Nohay 2026 | Muharram 2026/1448 Qaim Rahey Ye Majlis O Matam Lyrics  Coming soon 

Wada Hai Imam Hussain Noha Lyrics

Image
Nohay 2026 | Wada Hai Imam Hussain | Farhan Ali Waris | Nohay 2026 | Muharram | 1448

Labbaika Ya Maula Noha Lyrics

Image
Nohay 2026 | Labbaika Ya Maula | Ameer Hasan Aamir Nohay 2026 | New Noha Shahadat Hazrat Abbas (as)                             🎞V I D E O I N F O🎞 ►Title - Labbaika Ya Maula ►Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir ►Poet - Molana Shafqat Taqi ►Chorus - Rizwan Mirza ►Year - 2026/1448 Hijri ►Audio - ODS (Audio Mix & Master Omar Quraishi) ►Edit - Azmat Ali ►Video - @AzadariChittora   ►Label- Aha Records  ►LYRICS:- Labbaika Ya Maula Labbaika Ya Maula Labbaika Ya Maula Labbaika Ya Maula Hal Min Ki Sada Run Me Shabbir Lagate Hai Rukh Kar Sue Dariya Bhai Ko Bulate Hai Abbas Chale Aao Hum Marne Ko Jaate Hai Abbas Pukare Ya Maula Hun Nahar Kinare Ya Maula Sadqe Mein Tumhare Ya Maula  Labbaika Ya Maula x4 Ab Koi Nahi Mera Maidaan Me Tanha Hun Lakhon Hai Mere Dushman Aye Bhai Akela Hun Mai Saare Azeezon Ke Ghum Me Bhi Dooba Hun Khuwahish Hai Ke Aaun Ya Maula Tera Sath Nibhaun  Ya Maul...

Salam Khaak Nasheeno Pey Noha Lyrics

Image
Salam Khaak Nasheeno Pey | Shahid Baltistani | Nohay 2026 | Salam e Akhir Lyrics: --------- Salaam Khaak Nasheenon Pe Sogwaron Ka Ghareeb Dete Hain Pursa Tumhare Piyaron Ka Salaam Bhejte Hain Apni Shahzadi Par Ke Jisko Saunp Gaye Marte Waqt Ghar Sarwar Ghareeb Dete Hain Pursa Tumhare Pyaron Ka Salaam Khaak Nasheenon Pe Sogwaron Ka Rula Rula Ke Jise Maara Ran Mein Lakhon Ne Badan Kuchal Diya Maqtal Mein Raahwaron Ne Hay Bey-Kafan Usi Piyase Ka Dasht May Lasha Salaam Khaak Nasheenon Pe Sogwaron Ka Sakina Bibi Tumhare Ghulaam Haazir Hain Bujhe Jo Pyaas To Ashkon Ke Jaam Haazir Hain Jo Paani Lene Gaya Tha Woh Mar Gaya Ghazi Laga Jo Gurz To Ghore Se Yoon Gira Ghazi Tha Teer Aankh Mein Aur Zakhmi Ho Gaya Chehra Salaam Khaak Nasheenon Pe Sogwaron Ka Salaam Baali Sakina Ke Neele Gaalon Par Tamaanche Khaye Jala Karta Chhin Gaye Gauhar Safaid Baal The Zahra Sa Haal Tha Uska Janab-E-Madar-E-Be-Sheer Ko Bhi Sab Ka Salaam Ajeeb Waqt Hai Kya Dein Tasalliyon Ka Payaam Na Jaane Kaise Yeh Asghar Ki Ma...

Shabbir Ka Zawwar Bana Do, Abbas Mujhe Karbala Dikha Do Lyrics

Image
New Noha 2026 | Munajat Mola Abbas | Abbas Mujhe Karbala Dikha Do | Mesum Abbas Noha | Muharram 2026 | Nohay 2026 Shabbir Ka Zawwar Bana Do, Abbas Mujhe Karbala Dikha Do Lyrics  Lyrics -  Karbala, Karbala, Karbala, Karbala Is gham ne azadaro bohat mujh ko rulaya Mujh ko rulaya, mujh ko rulaya Is saal bhi zawaron mein jab naam na aaya Naam na aaya, naam na aaya Dil toot gaya... Dil toot gaya Karbala na jaane ke gham se Ro ro ke kaha main ne lipat kar is alam se Ek baar mujhe bhi tou sada do Ek baar mujhe bhi tou sada do Tum jaante ho koi nahi mera sahara Abbas kate hathon se tum kar do ishara Jab yaad Hussain aate hain rota hai mera dil Mar jaun ga Mola se mila do na khudara Kitna bechain hai dil, Karbala hai manzil Jald aasan karo, Mola meri mushkil Kab aaun ga bas itna bata do Kab aaun ga bas itna bata do Milta hai koi jab safar-e-ishq se aa kar Rota hoon bohat dair galay us ko laga kar Main bhi tou azadar hoon kya dil nahi mera Zawaron ki khidmat main karun paaon daba kar W...

Sab Se Pehle Ya Hussain Noha Lyrics 2026

Image
Sab Se Pehle Ya Hussain AS | Syed Zain Ali Zaidi | Muharram Noha 1448 | Nohay 2026/1448  Sab Se Pehle Ya Hussain Lyrics Noha  --------------------------------------------------------------------------- Lyrics: Labaik Ya Hussain, Labaik Ya Hussain Har dil yeh pukara Maula goonjega yeh naara Hum rahein ya na rahein yeh gham rahega Maula Rok na payega koi yeh zikr tumhara hai Maula Haan naam suna jab bhi tera to dil Maulai ka bola Kal bhi tere saath thay hum Kal bhi tere saath thay hum aur aaj bhi hain Ya Ibn-e-Zahra (AS) Laakh zamana dushman ho bolega deewana tera Sab se pehle Ya Hussain, baad mein hai sara zamana Haan mera deen Hussain, naam hai Hussain Hussain, ooncha alam hai haan tumhara Hussain Na tu ne sar jhukaya, sajde mein sar kataya, waada yoon apna nibhaya Hussain Yabna Fatima Zahra (AS) Shukr hai bas tumhara Dil ki dhadkan ne bhi yeh pukara Sab se pehle Ya Hussain... Tu mera Maula naukar mein tera, honton pe rehta hai tera naara Sara zamana yeh keh raha hai Labaik ...

Agaye Karbobala Qafla Roko Ghazi Noha Lyrics

Image
Agaye Karbobala Qafla Roko Ghazi Lyrics Noha  Noha | Agaye Karbobala Qafla Roko Ghazi (as) Recited By | Mir Hasan Mir Poet | Janab Mir Takallum Composition | Janab Waheed Kamaliya Audio Recorded By | Shabih (92 Studio) Audio Mix & Master | ODS Karachi Chorus | Munawwar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas Khan Head of Production: Aun Zaidi DOP & Directed By | Qamarain Haider Rizvi (RIZ Records) Asst DOP | Sadiquain Haider Rizvi Post & Edit | RIZ Records (Qamarain Rizvi) Coming soon..

Maine Sar Katan Hai Tumne Shaam Jana Hai Lyrics Noha

Image
Tumne Shaam Jana Hai | New Noha 2026 | Syed Zain Ali Zaidi & Ali Hamza | Muharram 1448/2026 Maine sar katana hai tum ne Shaam jana hai Lyrics: Aalam-e-tanhai raha na koi baqi bacha Khaimon mein Sajjad ke aaye jo Shah-e-Karobala Bole ghareebi ki hai ab hum pe yeh manzil beta Doge imtihan ek tum ek tumhara baba Sajjad! Sajjad! Sajjad! Apne apne waade ko is tarah nibhana hai Maine sar katana hai, tum ne Shaam jana hai Koi bhi nahi baqi Ab hamare lashkar ka Itna jaan lo bas ab Main hoon ya ho tum zinda Sar mera katega Maqtal ki zameen par Tum qaid mein hoge Main noke-e-sinan par Har qadam pe tum ne bas Khoon rote jana hai Maine sar katana hai, tum ne Shaam jana hai Phool chun chuka saare Main qaza ke aangan se Hur se Jaun tak sab ki Laashein la chuka ran se Ghazi hoon ya Qasim Ya Akbar-o-Asghar Main la chuka sab ki Laashon ko utha kar Tum ne saari laashon ko Qabr mein chhupana hai Maine sar katana hai, tum ne Shaam jana hai Waqt-e-rukhsat-e-aakhir Baat yeh batani hai Dono baap beton ...