Skip to main content

Posts

Kalma 1 To 6 With English, Urdu, Hindi Translation, Pehla Kalma + Imaan Mufassal

First  kalma In Arabic لا اله إلا اللهُ محمدُ رسولُ اللهِ. Pehla Kalma Tayyab In English “LA ILAHA ILLALLAHU MUHAMMADUR RASULULLAH”. First Kalma Translation In Urdu Allah ke elawah koyi ibadat ke layeq nahi, aur Mohammad (S A W) allah ke rasool hain. Pehla Kalma in Hindi – पहला कलमा हिंदी में “ला इलाहा इलल्लाहु मुहम्मदुर्रसूलुल्लाहि” पहला कलमा हिंदी तर्जुमा – Pehla Kalma with Hindi Translation अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं और हज़रत मुहम्मद ﷺ सलल्लाहो अलैहि वसल्लम अल्लाह के नेक बन्दे और आखिरी रसूल है। Pehla Kalma MP3 Free Download

Qadira Sarwara Rehnuma Dastagir Lyrics English Text Manqabat Hindi Lyrics

Qadira Sarwara Rehnuma Dastagir Lyrics – Manqabat e Ghouse Azam Qadira Sarwara Rehnuma Dastagir Gause Azam Imame Mubin Be-Nazir Zikr Se Tere Tal Jaye Sab Mushkile Naam Se Tere Paaye Rihaayi Asir Qadira Sarwara Rehnuma… Tere Zere Qadam Auliya Asfiya Sarware Sarwara Pire Roshan Zamir Qadira Sarwara Rehnuma… Tu Jise Chahe De, Jis Kadar Chahe De Teri Bakhshis Nirali Ata Be-Nazir Qadira Sarwara Rehnuma… Kuchh Nahin Chahte Aur Tere Siwa Kaise Sultan Hai Tere Dar Ke Fakir Qadira Sarwara Rehnuma… Ye Vazifa Hai Har Gham Ka Darma Waqaar Gause Azam Madad Al Madad Dastagir Qadira Sarwara Rehnuma…

Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous e Azam Ka Lyrics English Text Alhaj Owais Raza Qadri खुदा के फ़ज़ल से हम पर है साया गौषे आजम का

Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous e Azam Ka Hume Dono Jahaan Me Hai Sahara Ghous e Azam Ka Mureedi La-Takhaf Keh Kar Tasalli Di Gulamon Ko Qayamat Tak Rahe Be-Khauf Banda Ghous e Azam Ka Azizo Kar Chuko Taiyaar Jab Mere Janaaze Ko To Likh Dena Kafan Par Naam e Waala Ghous e Azam Ka Farishto Rokte Ho Kyu Mujhe Jannat Me Jaane Se Ye Dekho Haath Me Daaman Hai Kiska Ghous e Azam Ka Nida Dega Munaadi Hashr Me Yun Qadriyon Ko Kahan Hai Qadri Karle Nazaara Ghous e Azam Ka Hamaari Laaj Kiske Haath Hai Baghdad Wale Ke Musibat Taal Dena Kaam Kiska Ghous e Azam Ka Suna Farman Khuraasaan Me Moinuddin Chisti Ne Jhuka Kar Sar, Liya, Aankhon Pe Talwa Ghous e Azam Ka Gaye Ek Waqt Me Sattar Mureedo Ke Yaha Hazrat Samajh Me Aa Nahi Sakta Mu’Amma Ghous e Azam Ka Farishte Madrase Tak Saath Pohchaane Ko Jaate The Ye Darbaar e Ilahi Me Hai Rutba Ghous e Azam Ka Muhammad Ka Rasoolo Me Hai Jaise Martaba A’ala Hai Afzal Auliya Me Yunhi Rutba Ghous e Azam Ka Bula Kar Kafilo Ko Dete Hain Abdaal Ka Rutba H...

Mere Giyarween Wale Peer Lyrics English Text - Hafiz Tahir Qadri मेरे गीयारवीं वाले पीर

Manqabat e Sarkar Ghouse Azam Dastagir By Hafiz Tahir Qadri Full Lyrics. Mere GIyarween Wale Peer Ghouse Azam Dastagir / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghouse Azam Ka Full Lyrics In English, Urdu, Hindi, This Manqabat is Maulana Jameel ur Rahman Khalifa-e-Ala Hazarat. English, Urdu, Hindi All Languages Available  Mere Giyarween Wale Peer Lyrics – Hafiz Tahir Qadri Mushkil Pade To Yaad Karo Dastagir Ko (x3) Bagdaad Wale Hazrate Piraane Pir Ko (x2) Ya Ghous Al Madad… Ya Ghous Al Madad Ya Jilani Shayian Lillah… Ya Jilani Shayian Lillah Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Gause Aazam Ka (x3) Hume Dono Jahan Me Hai Sahara Gause Aazam Ka (x2) Ya Shahe Jilan Karam Hai Tera … Mere Giyarween Wale Pir… Ghous e Azam Dastagir Tere Dar Ka Mai Fakir… Ghous e Azam Dastagir Tera Rutba Be Nazir… Ghous e Azam Dastagir Meri Chamkaadi Takdeer… Ghous e Azam Dastagir Hamari Laaj Kiske Haath Hai Bagdaad Wale Ke (x2) Musibat Taal Dena Kaam Kiska Ghous e Azam Ka Khuda Ke Fazl Se Hum Par… Mai Qadri…Mai Qa...

Ghous Ka Daman Na Chorenge Lyrics - Muhammad Junaid Qadri || Ghous Ka Daman Na Chorenge || New manqabat 2021 || Heera Gold

Muhammad Junaid Qadri || Ghous Ka Daman Na Chorenge || New manqabat 2021 || Heera Gold

Zahoor E Imam Mahdi | Qayamat Ki Nishaniyan | Dajjal Ka Khurooj!!! Fikar E Iqbal

Zahoor E Imam Mahdi | Qayamat Ki Nishaniyan | Dajjal Ka Khurooj!!! Zahoor E Imam Mahdi | Qayamat Ki Nishaniyan | Dajjal Ka Khurooj  Aj hum bat karte hain Zahoor e Mahdi ki, Qayamat ki Nishaniyan to wase pori ho chuki hain bas Dajjal ka Khurooj jo hai us mein se aik Nishani reh gai hai wo bhi jaldi pori hone wali hai, aur Imam Mahdi as ka Zahoor to Inn Sha Allah Anqarib hone wala hai. Fuqra aur Waliyon ne bhi farma diya hai ke Imam Mahdi as ka Zahoor ke bare mein ke ab sirf Imam Mahdi as ka Zahoor baqi hai. Aur Dajjal ke Khujoor ke bare mein bhi bata diya gaya hai ke Dajjal ki Bas Akhri Nishani reh gai hai aur wo Nishani bhi jaldi pori hone wali hai. Deen e Islam mein Quran e Pak aur Hadees e Mubarak mein jo Qayamat ki Nishaniyan batai gai hain, Imam Mahdi as ka Zahoor bataya gaya hai aur Dajjal ka Khurooj bataya gaya hai, Imam Mahdi as ke Zahoor ki jo Nishaniyan batai gai hain un Nishaniyon mein se ab sirf aik Nishani baqi hai, aur wo hai Suraj ka Maghrib se nikalna, Aur Dajjal ke ...

Jaliyon Par Nigaahein Jami Hain Lyrics - New Manqabat Ghous-e-Paak 2021 ll Jaliyon Par Nigaahein Jami Hain ll Muhammad Anas Jilani ll AJS

New Manqabat Ghous-e-Paak 2021 ll Jaliyon Par Nigaahein Jami Hain ll Muhammad Anas Jilani ll AJS