Skip to main content

KYA HAI KOI JO ZEEN SE SHEH KO UTAR LE LYRICS

Kya hai koi jo zeen se sheh ko utar le  New Noha 2026  Ayaz Hussain Zaidi  Ayyame Azaa 2026-1448H New Noha Shahdate Mola Hussain 


𝐍 𝐎 𝐇 𝐀 - 𝐋 𝐘 𝐑 𝐈 𝐂 𝐒 👇
(NOHA 2026-1448H)

GHODE PE DAGMAGATA HAI ZEHRA KA LAADLA
KYA HAI KOI JO ZEEN SE SHEH KO UTAR LE
PASLI SAMBHALE KEHTI H MAQTAL MAI SAYYADA
KYA HAI KOI JO ZEEN SE SHEH KO UTAR LE 

BAL KHA RHE HAIN ZEEN PE BAITHE HUE HUSSAIN
IMDAD BADH KE KIJIYE YA FATAHE HUNAIN
ZAKHMO'N SE CHOOR CHOOR HAI PEKAR HUSSAIN KA

HER ZAKHM SE THI SHAAH KE WABASTA YAADGAAR 
GARDEN PE ZAKHM LAGTE HI YAAD AAYA SHIRKHAAR
RUKTA NHI GHAREEB PE HAMLO'N KA SILSILA

TUKRE GIRE JO KAT KE BADAN SE IMAAM KE
QASIM KO ROE SHAHE HUDA DIL KO THAAM KE
MAZLOOM PER TARAS NHI KHATE HAIN ASHQIYA

SINE KA TEER QALB KE ANDER SAMA GYA
SHAHE HUDA KO LAAL JAWAN YAAD AA GYA
AKBER KE GHAM SE DARD JIGAR KA HUA SIVA

SHANO PE TEGH KHAYA JO ZEHRA KA DILFIGAR 
SARWAR KO YAAD AA GYE ABBASE NAAMDAAR
HASRAT SE EK NIGA-HAA UTHI SUA E ALQAMA

NIKLA LAHOO DEHEN SE TO YAAD AA GYE HASAN
PHIRNE LAGA NIGA-HAA MAI PURKHOON EK LAGAN 
BHAI KI YAAD AAYI TO AANSU NIKAL PADA

TUTI JO ZARBE NEZA SE SARWAR KI PASLIYA'N 
YAAD AAYI SHAHE WALA KO GHURBAT MAI APNI MAA'N
TAIWRAE ZAKHM KHA KE TO ZEHRA NE DI SADA

ZAKHMI HUI JO TEER SE PESHANIYE HUSSAIN 
ZARBAT KI YAAD LE GAYI SARWAR KE DIL KA CHAIN 
EK SARD AAH KHAINCH KE MAZLOOM REH GAYA

ASGHER SADA SUNI NA KISI NE BATOOL KI
FARYAAD KARTI REH GAYI BETI RASOOL KI
RORO KE BAIN KARTI RAHI BINTE MUSTAFA

SAMBHLA GYA NA SHAAH SE JIS WAQT ZEEN PER
GHODE NE APNE PAANW KO TEKA ZAMEEN PER
TEERO NE APNE DOSH PE SARWAR KO LE LIYA

घोड़े पर डगमगाता है जहर का लाडला
क्या है कोई जो ज़ीन से शेह को उतार ले
पसली संभाले कहती ह मकतल माई सय्यदा
क्या है कोई जो ज़ीन से शेह को उतार ले

बल खा रहे हैं ज़ीन पे बैठे हुए हुसैन
इमदाद बध के किजिये या फ़तहे हुनैन
ज़ख़्मों से चूर चूर है पीकर हुसैन का

उसके ज़ख्म से थी शाह के वाबस्ता यादगार
बगीचे पर ज़ख़्म लगते ही याद आया शिखर
रुकता नहीं ग़रीब पर हमलोँ का सिलसिला

टुकरे गिरे जो काट के बदन से इमाम के
कासिम को रोए शाहे हुदा दिल को थाम के
मज़लूम प्रति तरस नहीं खाते हैं अश्किया

सीने का तीर क़ल्ब के अंदर समा गया
शाहे हुडा को लाल जवान याद आ गया
अकबर के गम से दर्द जिगर का हुआ सिवा

शानो पे तेग खाया जो ज़हरा का दिलफ़िगार
सरवर को याद आ गए अब्बासे नामदार
हसरत से एक निगा-हा उठी सुआ ए अलकमा

निकला लहू देहें से तो याद आ गए हसन
फिरने लगा निगा-हा माई पुरखूँ एक लगन
भाई की याद आयी तो आंसू निकल पड़ा

टूटी जो ज़र्बे नेज़ा से सरवर की पसलिया'न
याद आई शाहे वाला को ग़ुरबत माई अपनी माँ
तैवरे ज़ख़्म खा के तो ज़हरा ने दी सदा

ज़ख्मी हुई जो तीर से पेशाये हुसैन
ज़र्बत कि याद ले गई सरवर के दिल का चैन
एक सर्द आह खैंच के मज़लूम रह गया

असग़र सदा सुनी न किसी ने बातूल की
फरियाद करती रह गई बेटी रसूल की
रोरो के बैन करती रही बिन्ते मुस्तफा

संभाल गया ना शाह से जिस वक़्त ज़ीन पर
घोड़े ने अपने पांव को टेका ज़मीन पर
तीरो ने अपने दोष पे सरवर को ले लिया

Comments

Popular posts from this blog

15+ Darood Sharif

  Related Post: 72-sayings-of-sayyiduna-ali Book - Hindi, Roman Urdu, English irshadaat-e-imam-ahmad-raza नमाज़े नबवी (Namaz e Nabvi) PDF BOOK 21+ Darood Sharif Hindi Mein 22-40 Taqwa Kya Hai? - What Is Piety? By Adv Zuhaib Hafeez I am Palestine Lyrics ( Main Palestine Hun ) Palestine new Track 2021 Ali Di Shadi Ae Shadi Khana Abadi Ae Lyrics - Shadi Mola Ali A.S - New Qasida 2021 (وَرَفَعْنَالَکَ ذِکْرَکْ) Warafana Laka Zikrak | Teri Khushbu Meri Chadar Karim Karam Naat Lyrics Huzoor Meri to Sari Bahar Heart Touching Naat Lyrics Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai Naat Lyrics Eid Kar Layna Naat Lyrics 2021 ( پھر تمہیں حق ہے عید کر لینا ) EID AGAI EID AGAI MUBARAK EID MUBARAK NAAT LYRICS यतीम किसे कहते हैं ?  Zikr E Qalbi Karne Ke Bad Kaifiyat Kya Hoti Hai?!!! Makhdoom Zamane Da Imran Da Jaya Ae Lyrics Qasida Mola Ali New Qasida 2021 Zikr E Jahr Ka Tarika Aur Zikr E Jahr Ki Mehfil Ke Liye Hadees E Mubarka

Best naat Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino lyrics

Best naat Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino lyrics Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino Aish o Ishrat badhane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Apne rabb ko jawaani mein bhoola hai tu Aur taaqat ke boote pe phoola hai tu Jab jawani dhalegi to pachtaayega Aise rone rulaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Tha Hukuumat ka Firoun ko bhi nasha Zulm par Zulm wo Khalqat kartafaayeda Jab Samunder mein Dooba to kehne laga Is Hukuumat ke paane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Kitna Ma' aroof qissa hai Shaddaad ka Rooh jab uske Tan se nikaali ga Marta Marta wo logo se kehta gaya Aisi Jannat banaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Maaldaari mein mash' hoor Qaaroon tha Wo mukhaalif tha Moosa wa Haaroon ka Jab Zamee mein dhasaya to kehne laga Aise bejaa kh...

Noha Lyrics Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam Lyrics Munajat Mola Abbas Noha Lyrics

  KALAM - L Y R I C S  SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN 1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN 2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN 3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN 4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN 5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE 6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI सका ए हराम, रख लेना भरम हम दर पे तुम्हारे आये हैं अब्बास अब्बास या अबल फदलील अब्बास तुम भी नहीं हमको ठुकराना, हम दुनि...