m
Description
Zehra Ke Gham Se Badh Ke Koi Aur Gham Nahin Lyrics Bibi Fatima New Noha 2024 | Aza E Fatima Zehra 2024 | New Noha 2025 | 2024 New Nohay | Shahadat Bibi Fatima Zehra Noha 2024 | Ali Akbar Ameen Nohay 2024
Title - Zehra Ke Gham Se Badh Ke Koi Aur Gham Nahin
Related - Nohay Ayyam E Fatima 1446/2024
Reciter - Ali Akbar Ameen
Poet - Akhtar Sirsvi
Arrangment - Raza Shah
Chorus - Rizwan Mirza & Team
Vocals - AK Studio
Audio - ODS (Umar Quraishi)
Edit by - Azmat Hyder
Camera - Click 14
Video - @AzadariChittora
-----------------------------------------------
#ayyamefatimanoha #nohay2024 #bibifatemazehranoha #ayyamefatmiyah
#ayyamefatemiyyah1446 #aliakbarameen #zehra #fatemazahra #noha2025
-----------------------------------------------
Lyrics:-
Ahley Aza Ye Din Bhi Muharram Say Kam Nahi
Zehra Ke Gham Say Bhadhke Koi Or Gham Nahi
Chehrey udas udas say ehley haram ke hai
Saaye hasan hussain pa ranjo alam ke hai
Kala libas pehno ye ayyam gham ke hai
Vo aakhN kya butool ke gham mai jo nam nahi
Ghar Ghar Mai Majlis e Ho Aza e Butool Ki
Bus Yehi Aarzoo Ho Her ek Dil Malol Ki
Jati Hai Qayenaat Say Beti Rasool Ki
Pal Bhar Ali Ko Chain Khuda Ki Qasam Nahi
Zehra Ke Gham Roney Rulaengy Ke Din Hai Ye
Ey Momeneen Ashw Bahane Ke Din Hai Ye
Bintey Nabi Ka Sog Manane Ke Din Hai Ye
Hai Ko Aasman Pa Jo Masroof e Gham Nahi
Mayyat Ko Takhtey Ghusl Pa Mola Utaar Ke
Dil Apna Zakhm e Pehlu e Zehra pa Waar Ke
Royen Hai Pehli Baar Ali Chikh Maar Ke
Sher e Khuda Say Othta Ye Baar e Alam Nahi
Kya Zulm Fatema Pa Na Dhaya Jahan Ne
Mohsin Ka Daagh Deke Rulaya Jahan Ne
Baae Rasool Kitna Sataya Jahan Ne
Ummat Ne Fatema Pa Kiya Kya sitam Nahi
Jo Mujrim e Butool Hai Ey Rabbe Kirdegar
Karte Rahengy Lanaten Hum Unpa beshumar
Zehra ka dil jihoney dukhaya hai barbar
Aaengy Baaz upa Tabarrey say Hum Nahi
Dil roraha hai gurbatey zehra ajeeb hai
Beti Rasool apki kitni ghareeb hai
Turbat ko ek charagh na saya naseeb hai
Ummat ko paas e dukhtar e shahe umam nahi
Kis Darja Darnak Hai Akhtar Tera Kalam
Akbar Ye Kehke Roney Lagey matami Tamam
Pursa Qubul Kijiye Ey Waqt Ke Imam
Kuch Bhi Hamarey Paa Bajauz Ashq e Gham Nahi
Zehra Ke Gham Se Badh Ke Koi Aur Gham Nahin Lyrics Noha Ayyam E Fatima Noha 2024 Zehra Ke Gham Se Badh Ke Koi Aur Gham Nahin Noha Lyrics Ali Akbar Ameen New Noha 2025 Ayyam E Fatema Noha Shahadat Fatema Zehra 2024 Ayyam E Fatmiyah Noha 2024 जहर के गम से बढ़ के कोई और गम नहीं
अहले अज़ा ये दिन भी मुहर्रम कहो कम नहीं
जहर के गम कहो भड़के कोई या गम नहीं
चेहरे उदास उदास कहते हैं एहले हराम के है
साए हसन हुसैन पर रंजो आलम का है
काला लिबास पेहनो ये अय्याम गम के है
वो आख्न क्या बुतूल के गम माई जो नाम नहीं
घर घर माई मजलिस ए हो अज़ा ए बुतूल की
बस यही आरज़ू हो उसका एक दिल मालोल की
जाती है कायनात कहो बेटी रसूल की
पल भर अली को चैन खुदा की क़सम नहीं
जहर के गम रोनी रुलाएंगी के दिन हैं ये
ए मोमेनीन अश्व बहाने के दिन हैं ये
बिन्ते नबी का सोग माने के दिन है ये
है को आसमान पर जो मसरूफ़ ए ग़म नही
मय्यत को तख्ते ग़ुस्ल पा मोला उतार के
दिल अपना ज़ख़्म ए पहलू ए ज़हरा पर वार के
रोयें हैं पहली बार अली चीख मार के
शेर ए खुदा कहो ओत्था ये बार ए आलम नहीं
क्या ज़ुल्म फातिमा पा ना ढाया जहां ने
मोहसिन का दाग़ देके रुलाया जहाँ ने
बाए रसूल कितना सताया जहां ने
उम्मत ने फातेमा पा किया क्या सितम नहीं
जो मुजरिम ए बुतूल है ए रब्बे किरदेगर
करते रहेंगे लानाटेन हम उनपा बेशुमार
जहर का दिल जिहोनी दुखाया है बारबार
आएँगे बाज़ ऊपर तबरे कहो हम नहीं
दिल रोराहा है गुरबताए ज़हरा अजीब है
बेटी रसूल आपकी कितनी ग़रीब है
तुरबत को एक चराग न साया नसीब है
उम्मत को पास ए दुख्तर ए शाहे उमाम नहीं
किस दरजा डरनाक है अख्तर तेरा कलाम
अकबर ये कहके रोनी लागे मातमी तमाम
पुरसा क़ुबुल किजिए ऐ वक्त के इमाम
कुछ भी हमारे पा बजाउज़ अश्क ए ग़म नहीं
0 Comments