Header Notification

गई हैं दुनिया से आज ज़हरा शरीफ अब्बास Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra Sharif Abbas | Ayyam e Fatmiyah Noha 2025 | New Nohay 2025 bibi fatima

Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra Sharif Abbas | Ayyam e Fatmiyah Noha 2025 | New Nohay 2025 bibi fatima

_____﷽____ 

" Ayyam e Fatmiyah s.a. Nauha 2024/1446 " 

Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra Sharif Abbas | Ayyam e Fatmiyah Noha 2025 | New Nohay 2025 bibi fatima Ayam e Fatmiya Noha 2024 | Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra (sa) | Sharif Abbas New Noha 2024 | Bibi Fatima Noha
~-~~-~~~-~~-~--~-~~-~~~-~~-~--~-~~-~~~-~~-~
•Title | Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra |
•Reciter | Sharif Abbas |
•Poet | Janab Shohrat Sahab | 
•Compose | Sharif Abbas| 
•Chorus | Abbas Brothers | 
•Label | SA Records 
•Year | 2024/1446 Hijri
*******************************************************************
||Lyrics|| 

Gayi Hain Duniya Se Aaj Zehra 
Ali Ki Ghurbat Ali Se Pucho
De Apne Bacchon Ko Kya Sahara
Ali Ki Ghurbat Ali Se Pucho 

(1) 

Ghadi hai gham ki udaas hai dil 
Hai aaj Mushkil Kusha pe mushkil
Ali ka Zehra ne sath choda 
Ali ki ghurbat.......   

(2) 

Kahin ye amma ke gham me apni 
Na jaan de de Ali ki beti
Sambahalo Zainab ko jao Fizza 
Ali ki ghurbat....... 

(3) 

Rasool zadi Tera muqaddar 
Tha zakhm aisa hain ghash me Haider 
Shakista pehlu jo tera dekha 
Ali ki ghurbat....... 

(4) 

Jhukaye sr ko khade hue hain
Husain ro ro ke keh rahe hain
Fir aap hamko sada do amma
Ali ki ghurbat....... 

(5) 

Hasan ko samja rahin hain Fizza 
Sambhalo behno ko apni beta 
Uthega Bibi ka ab janaza 
Ali ki ghurbat....... 

(6) 

Mahaul Sharif hai aaj gham ka 
Payambaro me hai hashr barpa 
Likha hai shohrat ne aisa noha 
Ali ki ghurbat....... 


गई है दुनिया से आज जहर
अली की घुर्बत अली से पूछो
दे अपने बच्चों को क्या सहारा
अली की घुर्बत अली से पूछो

(1)

घड़ी है ग़म की उदासी है दिल
है आज मुश्किल कुशा पे मुश्किल
अली का ज़हरा ने साथ छोड़ा
अली की ग़ुर्बत.......

(2)

कहीं ये अम्मा के गम में अपनी
ना जान दे दे अली की बेटी
संभालो ज़ैनब को जाओ फ़िज़ा
अली की ग़ुर्बत.......

(3)

रसूल ज़ादी तेरा मुक़द्दर
था ज़ख्म ऐसा है ग़श में हैदर
शाकिस्ता पहलू जो तेरा देखा
अली की ग़ुर्बत.......

(4)

झुके श्री को खड़े हुए हैं
हुसैन रो रो के कह रहे हैं
फिर आप हमको सदा दो अम्मा
अली की ग़ुर्बत.......

(5)

हसन को समझ रहिन है फ़िज़ा
संभालो बहनो को अपना बेटा
उठेगा बीबी का अब जनाज़ा
अली की ग़ुर्बत.......

(6)

माहौल शरीफ है आज गम का
पायंबरो में है हश्र बरपा
लिखा है शोहरत ने ऐसा नोहा
अली की ग़ुर्बत.......

Post a Comment

0 Comments