Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi | Mir Hasan Mir New Manqabat 2023 | Shadi Manqabat 2023
Manqabat Title | ☆ Ali (as) Kay Sath Hai Zehra (sa) Ki Shadi ☆
Recited By | Mir Hasan Mir
Written By | Janab Gohar Jarchvi
Izafi Ash'ar | Ustad Qamar Jalalvi, Shaheed Mohsin Naqvi, Janab Mir Takallum
Arrangement & Segmentation By | Janab Raza Shah
Audio Recorded & Mixed By | ODS Karachi
DOP | Muzammil Parvi
Drone | G M Purki
Edit | Ali Arman Baltistani
Video | TNA Production
Art Direction | Aun Zaidi
Creatives | SAR Creatives - Alamdar Rizvi
Translation | Ahmad Virani - USA
Special Thanks | Khurram Murtaza (Premiere Studio - Lahore), Ustad Akbar Abbas, Rajab Ali Khan (Backing Vocals), Brother Rehan and All Well Wishers.
Date: 4 Rajab 1444
Ali Ke Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics
Ali Ke Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics is sung by Amjad Sabri. Here you get Ali ke Saath hai Zehra ki Shadi Lyrics in both fonts English.
Ali ke Sath hai Zehra ki Shadi Lyrics
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Sabhi khush hain
Sabhi khush hain khudaayi bhi khuda bhi
Ali ke Saath hai Zehra ki Shaadi
Ali ke Saath hai Zehra ki Shaadi
Larka hai khuda ke ghar ka larki hai nabi ke ghar ki
Larka hai khuda ke ghar ka larki hai nabi ke ghar ki
Wo arz o samaan ka maalik ye malika behr o bar ki
Wo arz o samaan ka maalik ye malika behr o bar ki
Zameen raksa hai raksa
Zameen raksa hai raksa aasmaan bhi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Haidar hai kulle imaan aur kulle ismat zehra
Us sar pe wafa ka sehra is sar pe haya ka sehra
Wo shehzaada
Wo shehzaada hai aur ye shaahzaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Dulha ke roop me pyaare ali ibne taalib hain
Tha baap bhi sab se ghaalib ye bhi kulle ghaalib hai
Tha baap bhi sab se ghaalib ye bhi kulle ghaalib hai
Ye daamaade
Ye daamaade nabi hai aur wo sambdhi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Baaraat chali haidar ki rehmat ke saaye saaye
Baaraat ke aage aage qur’aan qaside gaaye
Baaraat ke aage aage qur’aan qaside gaaye
Nabi saare
Nabi saare chale ban kar baraati
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Sabhi khush hain
Sabhi khush hain khudaayi bhi khuda bhi
Ali ke Saath hai Zehra ki Shaadi
Ali ke Saath hai Zehra ki Shaadi
Tohfe me mile mehk aise
Tohfe me mile mehk aise inhein jannat aur kawsar ko
Ye saara namak aur paani haq mehr mila zehra ko
Salaami me
Salaami me mili marzi khuda ki
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Qudrat ki taraf se inko abhi tohfe aur milenge
Kal inke haseen aangan me do asli phul khilenge
Haseen shajarein
Haseen shajarein jinhein denge salaami
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ab chaahe koyi bharke
Ab chaahe koyi bharke ab chaahe koyi tarpe
Ab meri bhalaa se chaahe mar jaaye koyi jal jal ke
Ab meri bhalaa se chaahe mar jaaye koyi jal jal ke
Khushi ki baat
Khushi ki baat thi maine sunaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Kaise ho bayaan wo manzar jab khatm huwi sab rasmein
Kaunein ki har sheh gauhar kehti thi kha kar qasmein
Kaunein ki har sheh gauhar kehti thi kha kar qasmein
Mubaarak hai mubaarak hai ye shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi
Ali ke saath hai zehra ki shaadi.
Ali Kay Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics Manqabat Mir Hasan Mir New Manqabat 2023 | Shadi Manqabat 2023 Ali ke saath hai zehra ki shaadi Lyrics In Hindi text
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी लिरिक्स
सभी ख़ुश हैं ख़ुदाई भी ख़ुदा भी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
खुशियां मनाओ झूम के गाओ
खुशियां मनाओ झूम के गाओ
लड़का है ख़ुदा के घर का
लड़की है नबी के घर की
वोह अर्ज़ो समा का मालिक
ये मलका बहरोबर की
ज़मीं रकसा
ज़मीं रकसा है रकसा आसमां भी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
हैदर है कुल्ले ईमां कुल्ले इसमत ज़हरा
उस सर पे वफ़ा का सहरा इस सर पे ह़या का सहरा
वोह शाहज़ादा और ये शाहज़ादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
वारात चली, वारात चली, वारात चली
वारात चली हैदर की रह़मत के साये साये
वारात के आगे आगे कुरआन क़सीदे गाये
नबी सारे ….
नबी सारे चले बनकर वराती
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
खुशियां मनाओ झूम के गाओ
खुशियां मनाओ झूम के गाओ
कुदरत की त़रफ़ से उनको अब तोहफ़े और मिलेंगे
कल इनके हसीं आंगन में दो असली फूल खिलेंगे
हसीं शजरे जिन्हें देंगे सलामी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
कैसे हो बयां वोह मंज़र जब खत्म हुईं सब रस्में
कौनैन की हर शै गौहर कहती थी खाकर क़स्मे
मुबारक हो, मुबारक हो, मुबारक हो ये शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
ये शादी है, ये शादी है मेरे मौला की शादी है
सभी ख़ुश हैं ख़ुदाई भी ख़ुदा भी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
अ़ली के साथ है ज़हरा की शादी
0 Comments