HUSSAIN (AS) KI PANAH MAIN ||New Manqabat 2022 ||Waheed Rizvi Student Of Nadeem Sarwar
Hussain As Ki Panah Main
Palay baray ga laila Hussain As ki panah main
Khuda nay deen Dediya Hussain ki Panah main
Hussain as Pusht par charhe Namaziyon K qad barhe
Nabi S W W W ka sajda saj gaya hussain as ki panah main
main.matmi hoon meri maa main khoon main nahaonga
tu haq say maa pukari ja hussain as ki panah main
yazeediyat ki chaon main saqifiyat ka habz tah
nikal kay hur chala gaya hussain as ki panah main
hussainiyon ki hay dua lehad main jab ho faisla
tu hum ko rakhna ya khuda hussain as ki panah main
ajeeb manqabat hoi hay aj anwar e ali
raha her aik qafiya hussain as ki panah main
Comments
Post a Comment