Ali Ali Maula Ali Ali Maula
Shahid e Masjid e Kufa
Ali Ali Maula
Lahu lahu Hai Musallah
Ali Ali Maula
1) Jo Ghar se Nikle to Murgabi o Ne gher Liya
Ke Be zubano ne aagah yo ali ko kiya
Na jayiye mere Aqa ali maula
2) Ghataye gham ki thi 19 wi ki sahri thi
Ali the sajde me zarbat namaz me jo lagi
Sahabiy o ne pukara Ali ali maula
3) Lahu musalle pe mahrab me ali ka baha
Zaher ki Tegh ka gahra zakham ali ko laga
Musalliyon ka tha noha ali ali maula
4) Ali ko zarb lagayo thi ibne muljim ne
Zaheer ki Tegh chalayi thi ibne muljim ne
Ke sar ka zakhm tha gahra
5) Utha ke godh me Hasnain ghar me late hai
To pas zainab o kulsoom ko bulate hai
Pukari zainabe dukhya ali ali maula
6) Ali ko dekh ke bechan khud bhi hoti thi
Ye haal dekh ke kulsoom bibi roti thi
Bataye kya huwa baba
7) Tha zakhm aesa ke shere khuda larazte the
Wasiyate kabhi karte the ghash me padte the
Shahid hogaya aaqa Ali ali maula
8) Yateem bekas o miskin rorahe the waha
Shahid hogaye 21 ko imam e zama
Tha bekaso ka sahara ali ali maula
9) Yatim hogaye Hasnain zainab o kulsoom
Waha pe chahne walon ka aagaya tha hujoom
Malak uthaye janaza ali ali maula
10) Huwa hai gusl kafan aur janaza uthta hai
Khuda ka sher zamane se aaj uthta hai
Wilayi padhte hai noha ali ali maula
11) Chale hai mosum o makdad o buzar o qambar
Pukare hazrate abbas aur shahe dawar
Janaza ghar se jo nikla
12) Ghataye gham ki hai ashfaq shor o matam hai
Tamam chahne walo n ki ankhe purnam hai
Hai momaneen me girya ali ali maula
SHAHIDE MASJIDE KUFA ali ali maula
Ali ali maula ali ali maula
Hindi Lyrics Noha
अली अली मौला अली अली मौला
शाहिद ए मस्जिद ए कूफ़ा
अली अली मौला
लहू लहू है मुसल्लाह
अली अली मौला
1) जो घर से निकले से मुरगाबी ओ ने घर लिया
के बे जुबानो ने आगा यो अली को किया
न जाय मेरे आका अली मौला
२) घटये गम की थी १९ वि की सहरी थी
अली द सजदे में जरबत नमाज में जो लागी
साहबी ओ ने पुकारा अली अली मौला
3) लहू मुसल्ले पे महरब में अली का बहा ka
ज़हर की तेग का घर ज़ख़म अली को लगा
मुसल्लियों का था नोहा अली अली मौला
4) अली को ज़र्ब लगायो थी इब्ने मुल्जिम ने
जहीर की तेग चली थी इब्ने मुल्जिम ने
के सर का ज़ख्म था घर:
5) उठा के भगवान में हसनैन घर में देर से है
तो ज़ैनब ओ कुलसुम को बुलाते हैं
पुकारी ज़ैनबे दुख्या अली अली मौला
6) अली को देख के बेचन खुद भी होती थी
ये हाल देख के कुलसुम बीबी रोटी थी
बताए क्या हुआ बाबा
७) था ज़ख्म ऐसा के शेर खुदा लरज़ते थे
वसियाते कभी करते थे घाव में पदते थे
शाहिद होगया आका अली अली मौला
8) यतीम बेकस ओ मिस्किन रोराहे द वहा
शाहिद होगा 21 को इमाम ए जमाza
था बेकासो का सहारा अली अली मौला
९) यतीम होगे हसनैन ज़ैनब ओ कुलसुम
वहा पे चाहने वालों का आया था हुजूम
मलक उठाये जनाज़ा अली मौला
10) हुआ है गुस्ल कफन और जनता उठता है
खुदा का शेर जमने से आज उठता है
विलाई पढ़ते हैं नोहा अली अली मौला
11) चले हैं मोसुम ओ मकदाद ओ बुजर ओ कंबारी
पुकारे हजरत अब्बास और शाहे दवारी
जनता घर से जो निकला
12) घटये गम की है अशफाक शोर ओ मातम है
तमं चाहने वालो एन की अच्छे पूर्णम है
है मोमनीन में गिर्या अली अली मौला
शहीद मस्जिद कूफ़ा अली मौला
अली अली मौला अली अली मौला
Hasnain Ke Kandhon Pe Hai Haider Ka Janaza Kohram Hai Barpa Noha Lyrics In Roman Hindi Shahadat Imam Ali New Noha 2021 21 Ramzan New Noha 2021Enj Ker Na Yateem Olad Ae Lyrics In Roman Hindi, Urdu Noha Shahadat Mola Ali A.S - Ayyam E Ali Noha 2021
GHURBAT E ZAHRA AYYAM E FATMIYA NOHA Lyrics In Urdu, English 2021-1442
Ali Jaisa Namazi Nohay 2021 Lyrics In Roman Hindi 21 Ramzan Noha 2021 Moula Ali Noha 2021
Ayyam e Mola Ali as Ditha Piyu Da Lasha Lyrics New Noha 2021 Ramzan 2021
Ali Ko Chorne Wale Tera Meshar Main Kya Hoga Manqabat Lyrics In Roman Hindi
0 Comments