New Noha 2026 | Munajat Mola Abbas | Abbas Mujhe Karbala Dikha Do | Mesum Abbas Noha | Muharram 2026 | Nohay 2026 Shabbir Ka Zawwar Bana Do, Abbas Mujhe Karbala Dikha Do Lyrics Lyrics - Karbala, Karbala, Karbala, Karbala Is gham ne azadaro bohat mujh ko rulaya Mujh ko rulaya, mujh ko rulaya Is saal bhi zawaron mein jab naam na aaya Naam na aaya, naam na aaya Dil toot gaya... Dil toot gaya Karbala na jaane ke gham se Ro ro ke kaha main ne lipat kar is alam se Ek baar mujhe bhi tou sada do Ek baar mujhe bhi tou sada do Tum jaante ho koi nahi mera sahara Abbas kate hathon se tum kar do ishara Jab yaad Hussain aate hain rota hai mera dil Mar jaun ga Mola se mila do na khudara Kitna bechain hai dil, Karbala hai manzil Jald aasan karo, Mola meri mushkil Kab aaun ga bas itna bata do Kab aaun ga bas itna bata do Milta hai koi jab safar-e-ishq se aa kar Rota hoon bohat dair galay us ko laga kar Main bhi tou azadar hoon kya dil nahi mera Zawaron ki khidmat main karun paaon daba kar W...