Skip to main content

Posts

New Manqabat Mera Murshid Ali Maula Lyrics

Mera Murshid Ali Maula.... Mera murshid ali maula.... Mera murshid ali maula.... Ali Ali Maula Ali.... Ali Ali Maula Ali.... Mera murshid ali maula.... Mera murshid ali maula.... Zikre ali ne ki hai yaaroo... Hai ye zikre shahaba.... Ali Ali Maula Ali.... Ali Ali Maula Ali.... Nara mar ke.. Haydar.. ll Panj nara panjatan sa ll ll Lakh naraee haydari...ll ll yaaa Ali............ ll Nara mar ke.. Haydar.. Jiye jaa... jiye jaa.... Isme aazam hai ye naara... Isme aazam hai ye naara... Mera murshid ali maula.... Mera murshid ali maula.... Haydar jab maidan me aate... Dushman bhagte saare... Naam ali ka sun ke buzdil... Thar thar kapte saare.... Tere mukabil jo aata... dhar jata.. dhar jata.. dhar jata.. Dhab dhabaee tera aesa.. aesa.. Dhab dhabaee tera aesa.. aesa.. Mera murshid ali maula.... Mera murshid ali maula.... Ali Ali Maula Ali.... Ali Ali Maula Ali.... Payda ho kar sabse pahle... Chahera nabi ka dekha... Jab aaqa ne appko chuma.. Manzar kaisa hoga .. Jhoom ke dilne...

Salam - Ae Habib-e-Ahmad-e-Mujhtaba Naat Lyrics

Ae Habib-e-Ahmad-e-Mujhtaba... Ae habib-e-ahmad-e-mujhtaba.. Dile mubtala ka salam lo... Jo wafa ki raha mein khogaya... Ussi gum shuda ka salam lo.... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Mai talab se baaz na aaunga.. Tu karam ka haat badaeja... Jo tere karam se hai aashena.. Ussi aashena ka salam lo.. Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Koi mar raha hai barisht par.. Koi chahata hai nijaat ko.. Mai tujhe ko chahun khuda kare... Meri iss aada ka salam lo.... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Wo hussain jisne chidar ke khoon.. Chamane wafa ko hara kiya... Ussi jaan-nisaar ka wasta... Ke har ek gada ka salam lo... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Yehi raat din hai dua meri.. Ke maru to tere dayaar me.. Yehi muada-e-hayaat hai... Issi muada ka salam lo.. Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Tere aasta ke talas me.. Tere justjo ke khayaal me... Jo l...

Tera Naam Khwaja Moinuddin Naat Lyrics

Khawaja.. Khawaja…. Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Tujhe Bekaso Ka Khayaal Hai Tujhe Bekaso Ka Khayaal Hai Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai Mera Bigda Waqt Sawar Do Mera Bigda Waqt Sawar Do Mere Khwaja Mujhko Nawaz Do Mere Khwaja Mujhko Nawaz Do Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai Meri Zindagi Ka Sawal Hai Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai(x4) Meri Zindagi Ka Sawal Hai Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai Main Ghada E Khwaja E Chist Hu Main Ghada E Khwaja E Chist Hu Mujhe Is Ghadai Pe Naaz Hai Mujhe Is Ghadai Pe Naaz Hai Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Khwaja Banda Nawaaz Hai Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Khwaja Banda Nawaaz Hai Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khw...

Dar e Nabi Par Naat Lyrics

Dar e Nabi Par Dar e Nabi Par Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Madine Waley Kahain Maqaami Ho Unke Dar Par Qayam Aisa Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Laboon pe Nam-e-Naabi Jab Aaya Guraiz Pa Hadsoon Ko Paya Laboon Pe Nam-e-Naabi Jab Aaya Guraiz Pa Hadsoon Ko Paya Jo Tal Deta Hai Mushkilon Ko Mere Nabi Kaa Hai Naam Aisa Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Jo Ghamzadon Ko Galey Lagaye Buroon Ko Daman Mein Woh Chupaye Jo Ghamzadon Ko Galey Lagaye Buroon Ko Daman Mein Woh Chupaye Hai Dosra Kaun Iss Jahan Mein Hai Dosra Kaun Iss Jahan Mein Siwaye Khairul Anaam Aisa Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Dar e Nabi Par Ye Umar Bete Ho Hum Pe Lutf e Dawaam Aisa Mujhi ko Dekho Woh Betalab hi Nawazte Jaa Rahe Hain Paihum Mujhi ko Dekho Woh Betalab hi Nawazte Jaa Rahe Hain Paihum Na Koi Mera Amal Hai Aisa Na Koi Mera Amal Hai Aisa Na Koi Mera ...

Ya Nabi Salam Aliaka Naat Lyrics

Ya Nabi Salam Aliaka.........  Anta noorullahi fajran... Jittabadal usri usran.... Rabbuna alaika qadran... Ya imamal ambiya ee.... Ya habibi ya rasoolullah.... Ya nabi salam alaika Ya rasool salam alika Ya habib salam alaika Salawa tulla alaika..... Teri aarzoo me jina Teri justajo me marna Yehi meri zindagi hai Yehi meri bandagi hai.... Ya habibi ya rasoolullah.... Appka tashrif lana Wakt bhi kitna suhana Jag-maga utha zamana Noore ga tithi tarana.... Ya habibi ya rasoolullah.... Mustafa khairul wara hoo Sarware hardo sana hoo Qq raza mushkil se dariye Jab nabi mushkil kusha hoo.. Ya habibi ya rasoolullah.... Mustafa khairul wara hoo Sarware hardo sana hoo Apne accho ka tashadhuk Ham bado ko bhi nibha hoo.. Ya habibi ya rasoolullah.... Subh lunga sham lunga Tera pyara naam lunga Kabr me uthte he aaqa Tera daman tham lunga.. Ya habibi ya rasoolullah.... Rahmato ke taaj wale Do jaha ke raaj wale Arsh ki meraaj wale Ashiyon ki laaj wale.. Ya habibi ya rasoolullah.... Meem se tum mus...

Noha Lyrics 2020 | Qabr e Zahra Bana Rahe Hain Ali | New Noha Ayam e Fatmiyah 2020/1441

●Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Haye Zahra Haye Haider Haye Zehra ●Qabar Zehra bana rahay hain Ali, Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Kyun qamar jhuk gayi hai Maula ki, Kis ki mayat utha rahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Waqt talqeen zakhmi shahno ko, Dheere dheere hila rahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Samna hogaya hai kanfaz se, Sabar ko azma rahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Apni gardan pe neel rassi ka, Betiyon se chupa rahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Raat hogi to denge gusl o kafan, Asman dekhe jarahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Dete jatay hain gusal bibi ko, Hichkiyan letay jarahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Kesa gham hai jo aaj chalte huye, Barha larkhara rahay hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Kesi nemat se hogaye marhoom Hath kyun malte jarahy hain Ali Apni gurbat chupa rahay hain Ali ●Aik Zehra ik apni gurbat ka, Do janazay utha rahay hain Ali Apni gur...

zikr khyber ka sunaya to bura maan gaye Manqabat Lyrics

Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (3) Zikr Khaybar Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye... (3) Zikr Khaybar Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye... (2) Aeena unko dikhaya toh bura maan gaye Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (2) Zikr Khybr Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye...  1)Rat jaga karte hue raat guzari lekin... (2) Jab alam... jab alam... jab alam haath na aya toh bura maan gaye Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (2) Zikr Khybr Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye...  2)Pehle lalkaar rahe the ke kaha hai Marhab... (2) Jab wo maidan me aaya toh bura maan gaye Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (2) Zikr Khybr Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye...  3)Pujne wale the patthar ke magar Haydar ne... (2) Moam patthar ko banaya toh bura maan gaye Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (2) Zikr Khybr Ka Sunaya Toh Bura Maan Gaye...  4)Raat bhar khud ko samajhte rahe woh mard magar... (2) Jab rajul samne aaya toh bura maan gaye Sahibe Nade Ali , Ghaire Farrar Ali ... (2) Zikr ...