Abbas Hyder e Karbala Lyrics| Title | Syed Ali Meesum Abidi | 1445/2023 | Anjuman Al Abbas ESTD 1992
Abbas ع Hyder ع e Karbala| Title Noha | Syed Ali Meesum Abidi |1445/2023| Anjuman Al Abbas ESTD 1992
---------------------------------------------------------------------------
Title ▪️ Abbas ع Hyder ع e Karbala
Reciter ▪️ Syed Ali Meesum Abidi
Poet ▪️ Janab Mohd Reza Akhtari
Composition ▪️ Janab Syed Raza Abedi
Chorus Sangat ▪️ Rizwan Mirza & Team
Audio Mixing ▪️ Omar Quraishi ODS (KHI)
Video ▪️ Saber Jaffery
Video Edit ▪️ SAM Records
Graphics▪️ Kazim Mehdi
Background Support ▪️ Farhan Razvi
Arshad Ali
Hyder Razvi
Album ▪️ 2023 / 1445 H
Special Thanks ▪️ Sadr o Arakeen Anjuman Al Abbas Estd 1992
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Abbas Hyder e Karbala Lyrics| Title | Syed Ali Meesum Abidi | 1445/2023 | Anjuman Al Abbas ESTD 1992
Nauha Lyrics
Abbas Hyder e Karbala Saaqi e Ba wafa Afzalushohada
1. Abbas Shujaat hai. Abbas wafa hai.
Saqa e sakina hai Zainab ki Rida hain.
Abbas Fatima Aur , Hyder ki dua hain
2. Tum Jaa rahe ho bhai, bhai ko chordkar
Kya hoga bibiyon ka, tumko nahi khabar.
Kat jaayega mera sar , lut jaayega ye Ghar
3. Baba ne jo Khuda se Maanga wo Mil gaya.
Meri madad ko aaye , tum aaj karbala.
Abbas tumne mujhse wada wafa kiya.
4. Aye Qaak e karbala tu kharon ko hataade.
Abbas Gir raha hain kaaton ko hatade
Sojaye wo sukoon se teeron se hatade.
5. Pyaso mei ek pyasa Abbas tu Raha.
Nehr e furaat par bhi pyasa hi reh gaya
Asghar ko yaad karke paani nahi Piya.
6. Thaame hue kamar ko jab run mei agya.
Ek suu pade the bazoo ek suu Alam Tera
Ek aankh bhi thi zakhmi maatha bhi khoon bhara
7. Ghamkhaar hai na yawar tanha hai ab Hussain
Talwaron mein ghira hain zehra ka noor e Ain
Tere bagair bhai dil ko nahi hai Chain
8. Shabbir Alqama par karte hai ye Buka
Bazu Jari k lekar dete hai ye sada
Yeh Aqtari ka Nauha padte Raho Raza .
Post a Comment