Skip to main content

Posts

दुआए कुनूत और तर्जुमा के साथ

 दुआए कुनूत  अल्लाहुम्मदिनी फीमन हदैत, वआफिनी फीमन आफैत व तवल्लनी फीमन तवल्लैत, वबारिक ली फीमा अस्त, वकिनी शर-र मा कज़ैत, फइन्न-क तकज़ी वायुकज़ा अलैक, वइन्नहू ला यजिल्लु मंव वालैत, तबारक – रब्बना व तआलैत.  दुआ के खातिमह पर यह दरुद पढ़ना चाहिए : ( व सल्लल्लाहु अलन्नबिय्य ) तर्जुमा : ऐ अल्लाह ! मुझे हिदायत दे उन में जिन को तूने हिदायत दी और मुझे आफियत (चैन) दे उन में जिनको तूने आफियत दी और मुझे दोस्त बना उन में जिन को तूने दोस्त बनाया और मुझे बरकत दे उस में जो तूने मुझे दिया है और मुझे उस बुराई से बचा जिस का तूने फैसला किया है, पस बेशक तू ही फैसला करता है और तेरे ऊपर किसी का फैसला नहीं होता, बेशक वह ज़लील नहीं होता जिस को तू दोस्त रखे, तू बरकतवाला है हमारे रब और तू बुलंद ( ऊँचा, अज़ीम ) है ।  ________________*****__________________ दुआए कुनूत (Dua-e-Qunoot) एक विशेष दुआ है जो मुख्य रूप से वित्र (Witr) नमाज़ के दौरान पढ़ी जाती है, जो रात की आखिरी नमाज़ होती है। इसे आमतौर पर तीसरी रकअत में कियाम (खड़े होकर) के दौरान रुकू से पहले पढ़ा जाता है। यह दुआ अल्लाह से माफी, हिदाय...

Muslim Dua in All Islamic Dua

Zamane aayenge zainab Lyrics - Mir Hasan Mir (2025)

Zamane aayenge zainab Lyrics - Mir Hasan Mir (2025) bayaan kaise ho woh kufe ka manzar yeh kehte hoon gay jab beti se haider. hamare baad aisay bhi zamane aaenge zainab.  issi kofay mein pathar tum ko mare jaenge zainab galay unn ko laga kar pyar karna maa ki janib se. humein dafna ke jab hasnain wapis aaein gay zainab. tumhari maa ko bhi darbar mein logon ne bulwaya. tumhein bhi be rida darbar mein bulwaein gay zainab. yeh kofa hai yahan ke logon ki nazrein badalti hain. abhi jo sheer laye hain woh pathar laein gay zainab. ali ne ghar mein yeh paigham bhajwaya hai masjid se. na tum ghar se nikalna warna hum mar jaein gay zainab. sitam ho ga keh qabrein bhi na hoon gi pas qabron ke. madina, karbala, kofa mein hum bat jaein gay zainab. tamachay qatal-e-mohsin our woh darbar ki peshi. yeh sare dukh hum apni qabar mein le jaein gay zainab. kaha hai hum ne kyun hasnain ke hotey tumhein zainab. yeh raaz hum hashar ke maidan mein batlaein gay zainab. na ghabrana humein aawaz dena satwe...

Ya Abbas (a.s) Ya Abbas Lyrics - Mir Hasan Mir (2025)

Ya Abbas (a.s) Ya Abbas Lyrics - Mir Hasan Mir (2025) Ae Shair e Nayastan e Haider Abbas Meri Bigdi Bana Daina Meri Baat Bana Daina Ya Abbas Ya Abbas Ya Abalfazl Al Abbas Ahl e Aza Ka Tum Ho Bharosa Tute Dilon Ki Aas Ya Abbas Jo Manga Hai Tum Se Manga Tum Dete Ho Ghazi Dunya Samje Ya Na Samje Tum To Samajte Ho Ghazi Koi Nahi Hai Mujh Ko Yaqeen Hai Tum Jaisa Hasas, Ya Abbas Bhai Ke Chahre Se Pareshani Ko Tune Door Kiya Ahl e Muwadat Ko Mushkil Ke Hal Ka Ye Dastoor Diya Kashif e Qarbi Ikshif Qarbi Aik Wazifa Khas, Ya Abbas Ya Syadi Ya Abbas Ya Abalfazl Al Abbas Be Saharo Ke Liye Tu Hai Sahara Abbas Tu Hai Mazloomo Ki Qismat Ka Sitara Abbas Sari Dunya Me Kahin Jab Bhi Koi Zulm Huwa Tujh Ko Masoomo Ne Ro Ro Kar Pukara Abbas Hoti Hai Jab Chashm e Enayat Dil Ki Kali Phir Khilti Hai Rozi Roti Izat Azmat Aap Ke Dar Se Milti Hai Saniye Haider Likh Do Mukadar Le Kar Klam Qirtas, Ya Abbas Lashkar e Ada Ki Zad Par Phir Shahzadi Ka Roza Hai Jan Se Jo Pyari Hai Tumhe Phir Se Wo Sakina Tanha Hai Mahd...

Mil Saka na Jab Ali Akbar ka laasha Lyrics - Mir Hasan Mir (2025)

Mil Saka na Jab Ali Akbar ka laasha Lyrics - Mir Hasan Mir (2025) Mil saka na jab Ali Akbar ka laasha der tak..(2) Ghutniyo chalte rahe.. Ghutniyo chalte rahe, maqtal me maula der tak Mil saka na jab.. 1. Jaane kis tarha tamache shimr ne maare use..(2) siskiya'n leti rahi..(2) pyaasi sakina der tak Mil saka na jab.. 2. Qabr mein laasha e Abbas ke tukdo ko rakhkar..(2) jaane kya kehte rahe..(2) Sajjad maula der tak Mil saka na jab.. 3. Aapka qasim yehi hai, Shah ko kehna pada..(2) maa kaha'n pehchan payi, apna beta der tak Mil saka na jab.. 4. Do kate haatho'n ka tha Zainab ko itna intezaar..(2) khaak par rakhe rahi..(2) laashe sakina der tak Mil saka na jab.. 5. Jab kaha mukhtar ne aye shimr tu khud hi bata kis liye tadpe zyada..(2) mere maula der tak Mil saka na jab.. 6. Shimr bola kya batau'n mera khanjar kund tha..(2) is liye tadpe zyada..(2) tere maula der tak Mil saka na jab Ali Akbar ka laasha der tak 7. Le gaya tha shimr to sar kaat kar Shabbir ka..(2) laash par ...

Dar e zindaan par koi masooma Lyrics - Mir Hasan Mir (2025)

Dar e zindaan par koi masooma Lyrics - Mir Hasan Mir (2025) Dar e zindaan par koi masooma Pardha karti hai yeh rokar nauha.. Baaba baaba baba baba..x2 Bahut dar mujh ko yahan lagta hai. Bahut tanhaa hoon chale aao naa. Baaba baaba baba baba..x2 1.khud aake dekhlo baba meri halat Nahi pehchaan paogay meri surat.x2 Saahe bachpan mein masaheb itne. Zayeefa dikhne lagi yeh dukhiya.. Baaba baaba baba baba..x2 2.Bada dushwaar hai is qaid mein jeena. Bahut yaad araha hai aap ka seena.x2 Gaye ho jabse nahi soyee main sukoon se ab tak kabhi ek lamha. Baaba baaba baba baba..x2 3.mujhe phir khabr mein lagne laga hai dar. Nikala tha jinho ne lasha e asghar.x2 Woh zalim phir se palat aaye hain. Phupi aur main hoon hayan phir tanha.. Baaba baaba baba baba..x2 4.main rowo le kab tak siskiyaan baba. Bahut dukhti hai meri phasliyaan baba.x2 Sakina is dam hai kis halath mein. Fakhat samjhengi yeh dadi zehra. Baaba baaba baba baba..x2 5.Nazar aata nahi aankho ko malti hoon. Sahara leke deewaro ka chalti ...

Ab Aankhein Khol Do Akbar Lyrics - Mir Hasan Mir (2025)

Ab Aankhein Khol Do Akbar Lyrics - Mir Hasan Mir (2025) Haaye Akbar...4 Haaye jab suni shah ne awaz jawan bete ki .. Laash aake ye farmane lage sibte Nabi Ab aankhein khol do akbar.. Ab aankhein khol do akbar sirhane aa gaya baba...2 Zaefi me jawan lasha..2 uthane aa gaya baba... Ab aankhein khol do akbar...2 1. Guzar jayenge hum is imtehan se ya Ali kehkar Nikal jayegi ye barchi na ghabrana mere dilbar Tumhara haath seene..2 hatane aa gaya baba Ab aankhein khol do akbar....2 2. Unhone kya samjh rakha tha akbar be sahara hai Ishare se bata do kisne kisne tumko mara hai Ulat kar aasti meshar uthane aa gaya baba Ab aankhein khol do akbar...2 3. Chali aayi thi aadhe raste tak saaniye zahra... Badi mushkil se bheja hai kasam dekar teri beta... Bahen kaise tadapti hai batane aa gaya baba... Ab aankhein khol do akbar...2 4. Haaye... Kaha tha kisne seene me tumhare tod kar naiza.... Are ye Manzar dekhkar Shabbir zinda reh na paayega... Khabar kar do use barchi chudane aa gaya baba... Ab aankh...

बेहतरीन बीवी और बेहतरीन शौहर की पहचान Behtareen Biwi aur Behtareen Shohar ki Pehchan

बेहतरीन बीवी की पहचान बेहतरीन शौहर की पहचान बेहतरीन बीवी और बेहतरीन शौहर की पहचान बेहतरीन बीवी और बेहतरीन शौहर की पहचान, मिसाली शोहर, मिसाली बीवी … बेहतरीन बीवी की पहचान ✓ जो अपने शौहर की फरमाबरदारी और ख़िदमत गुज़ारी को अपना फ़र्ज़-ऐ-अज़ीम समझे। ✓ जो अपने शौहर के तमाम हुक़ूक़ अदा करने में कोताही न करें। ✓ जो अपने शौहर की खूबियों पर नज़र रखे और उसके ऐब और खांमियों को नज़र-अंदाज़ करती रहे। ✓ जो खुद तकलीफ उठा कर अपनों शौहर को आराम पहुंचाने की हमेशा कोशिश करते रहे। ✓ जो अपने शौहर से उसकी आमदनी से ज़्यादा का मुतालबा न करे और जो मिल जाये उसपर सब्र और शुक्र के साथ ज़िन्दगी बसर करे। ✓ जो अपने शौहर के सिवा किसी अजनबी मर्द पर निगाह न डाले न किसी की निगाह अपने ऊपर पड़ने दे। ✓ जो परदे में रहे और अपने शौहर की इज़्ज़त ओ नमूस की हिफाज़त करे। ✓ जो शौहर के माल और मकान ओ सामान और खुद अपनी जात को शोहर की अमानत समझ कर हर चीज़ की हिफाज़त ओ निगेहबानी करती रहे। ✓ जो अपने शौहर की मुसीबत में अपनी जानी और माली क़ुरबानी के साथ वफादारी का सबूत दे। ✓ जो परहेज़गारी की पाबन्द और दीनदार हो, हुक़ूक़ अल्लाह और हुक़ूक़ ...

Wali bhi hai wasi bhi bilyaqeen yun bhi hai aur yun bhi Salaam In Hindi

Wali bhi hai wasi bhi bilyaqeen yun bhi hai aur yun bhi  Salaam In Hindi Waali bhi hai Wasi bhi, Bulaya keen yun bhi hai aur yun bhi Alaa ae Murtaza, Haadi-e-Deen yun bhi hai aur yun bhi Fazail hon musaa’ib hon hai maqsad ek dono ka Tumhare zikar se tabligh-e-deen yun bhi hai aur yun bhi Fazail sun ke shaadan hon, musaa’ib sun ke ghamgeen hon Hamare wastay Khuld-e-Bara yun bhi hai aur yun bhi Fazail mein bhi afzal tar, qaraabat mein bhi aqrab tar Wali-e-Haq Nabi ka jaan nasheen yun bhi hai aur yun bhi Maut le jaaye aakar ya ke maut aaye Najaf jaakar Meri taqdeer mein wo sar zameen yun bhi hai aur yun bhi Muhammad ki sana ho ya Ali ki manqabat khwani Nateeja ek hai tabligh-e-deen yun bhi hai aur yun bhi Wo baithe boriye par ya usay mil jaaye takht-e-zar Ba har surat Nabi ka jaan nasheen yun bhi hai aur yun bhi Alaa Akbar ko roye gham kare Oono Muhammad ka Behan Shabbir ki mutam nasheen yun bhi hai aur yun bhi Mehr oonton ki kheechein ya sambhale toq ka langar Pareshan haal Zeen-ul-A...

Zamana Tumhara Ya Hussain Lyrics Nadeem Sarwar (2025)

Zamana Tumhara Ya Hussain - Nadeem Sarwar (2025) Ya Hussain Maula Ya Hussain - 4 Jag hai tumhara maula jag hai tumhara Dekho ya Hussain saara jag hai tumhara. Ya Hussain Maula Ya Hussain - 2 Wo Sadaaye halmin jo kal goonj rahi thi sehraa mein - 2 aaj talak, sadiyon se wohi goonj rahi hai duniya mein - 2 Aap akele thay Maula Aap akele thay Maula Ab saari duniya saath mein hai Saath bhi aisa, ke ab sab ka jeena marna saath mein hai Ya maula ya Hussain saara zamana Haan ye saara zamana hai tumhara Ya Hussain tum akele nahin ho Ya Hussain - 2 Ye zameen-o-aasmaan keh rahi hai har zabaan keh raha hai Har nazara Ya Hussain Tum akele nahin ho Ya Hussain Hussain Hussain Hussain Maula maula Hussain Hussain Hussain - 2 Roz-e-Ashoora Lakhon mein tanha Hussain humko bula rahe thay Hal min ka naara hai ye ishaara Hussain sabko jaga rahe thay Zinda raha hai, zinda rahega Hal min ka naara Hussain ka har dil ki dua Har lab pe sada Ye khazana hai tumhara Ya Hussain Tum akele nahin ho Ya Hussain - 2 Saa...

Roz e ashura Lyrics Nadeem Sarwar (2025)

Roz e ashura - Nadeem Sarwar (2025) Roz e ashura Lyrics Nadeem Sarwar (2025) Ya Hussain... Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum, aur padho nauha Arsh walo ne kiya farsh walo ne kiya chand taro ne kiya Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 1. Jab basi, jab basi Jab basi karbobala wo hai ashoor ka din jis ka ghum kam na hua wo hai ashoor ka din yaad me jis ki sada bicht hai farsh e azaa hota matam hai bapa paara paara hai dil e Zahra karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 2. Momino, momino Momino socho zara dus(10) moharram jo hua ghar nabi paak ka tha jo tha lakho mein ghira ji...

Aakhri Sajda Lyrics in Hindi Nadeem Sarwar (2025)

Aakhri Sajda - Nadeem Sarwar (2025) Aakhri Sajda Lyrics - Nadeem Sarwar (2025) Hilne Laga Arsh e Barin Rone Lagi Karbala Lakhon Katilon Main Tha Magar Ye Sach Hai ba Khuda Koi Na Hussain Or Khuda Ke Darmayan Tha Sajde Main Hussain The Labon Pe Thi Yehi Sada Le Ae Mere Allah Ab Tere Hawale Malik Tera Banda Ab Tere Hawale Arre Zindagi Se Sair Ho Chuka Kar Raha Hon Aakhri Sajda Subhana Rabbi Al Aala Asar Ki Sunta Hon Sada e Azan Aakhri Dena Hai Mujhe Imtehan Charon Taraf Teeron Sina Barchhiyan Hain Ye Mere Qatal Ki Tyariyan Jante Hain Kis Ka Nawasa Hon Main Jante Hain Kis Liye Aaya Hon Main Tera Hi Paigham Sunata Hon Phir Bhi Sitam Ka Hi Nishana Hon Main Na Mera Ghar Bar na Lashkar Raha Arre Akbar O Abbas Ka Gham Kha Gya Itne Sitam Dil Pe Main Sehta Raha Shukr Hai Wada To Wafa Ho Gya Yad Rakhe Ga Ye Zamana Sada Kaise Hamen Dasht Main Luta Gya Kaise Hamen Nehr Pe Pyasa Rakha Kaise Mera Aakhri Sajda Hua Khemo Main Kuhram Hai Mere Khuda Betion Behno Main Hai Matam Bapa Ghash Main Hai Sajad A...

Bhaiya Abbas Lyrics In Hindi Ali Shanawar and Ali Jee (2025)

Bhaiya Abbas Lyrics In Hindi Ali Shanawar and Ali Jee (2025) Abbas Abbas Abbas Mere Bhaiya Bazar Main Zainab Hai Bhaiya Bhaiya Abbas ..(2) Mere Bhai Bata du, Kisko Sada Ab Tere Siwa Abbas Bhaiya Bhaiya Abbas ..(2) 1. Na Sar Pe Tera Saya, Na Sar Pe Rida Ghazi Majma Hai Tamashayi, Aati Hai Haya Ghazi Aa Ghazi Aa, Mere Bhai Aa, Deti Hu Sada Abbas 2. Ghazi Mere Baba Ki, Jis Sheher Mein Thi Shahi Us Shehr Main Qaidi Hai, Us Sheher Ki Shehzadi Tere Baad Mera, Kya Haal Hua, Aa Dekh Zara Abbas 3. Main Tere Sahare Par, Pardes Chali Aayi Kuchh Bhi Na Raha Mera, Jab Tuna Raha Bhai Bin Tere Safar, Aur Be Chadar, Dil Toot Gaya Abbas 4. Sajjad Na Bhulega, Yun Shaam Sheher Aana Bazar Nibha Aai, Darbar Hai Ab Jana Wada Ho Wafa, Bhai Se Mera, Karna Ye Dua Abbas 5. Kehna Mere Bhaiya Se, Sharminda Ye Behna Hai Sonpa Tha Jise Mujh Ko, Zakhmi Wo Sakina Hai Masooma Ko, Mazlooma Ko, Zindaan Mila Abbas Bhaiya Bhaiya Abbas ..(2) Bazar Main Zainab Hai Bhaiya Bhaiya Abbas ..(2) Mere Bhai Bata du, Kisk...