Skip to main content

Wali bhi hai wasi bhi bilyaqeen yun bhi hai aur yun bhi Salaam In Hindi

Wali bhi hai wasi bhi bilyaqeen yun bhi hai aur yun bhi Salaam In Hindi


Waali bhi hai Wasi bhi, Bulaya keen yun bhi hai aur yun bhi Alaa ae Murtaza, Haadi-e-Deen yun bhi hai aur yun bhi Fazail hon musaa’ib hon hai maqsad ek dono ka Tumhare zikar se tabligh-e-deen yun bhi hai aur yun bhi Fazail sun ke shaadan hon, musaa’ib sun ke ghamgeen hon Hamare wastay Khuld-e-Bara yun bhi hai aur yun bhi Fazail mein bhi afzal tar, qaraabat mein bhi aqrab tar Wali-e-Haq Nabi ka jaan nasheen yun bhi hai aur yun bhi Maut le jaaye aakar ya ke maut aaye Najaf jaakar Meri taqdeer mein wo sar zameen yun bhi hai aur yun bhi Muhammad ki sana ho ya Ali ki manqabat khwani Nateeja ek hai tabligh-e-deen yun bhi hai aur yun bhi Wo baithe boriye par ya usay mil jaaye takht-e-zar Ba har surat Nabi ka jaan nasheen yun bhi hai aur yun bhi Alaa Akbar ko roye gham kare Oono Muhammad ka Behan Shabbir ki mutam nasheen yun bhi hai aur yun bhi Mehr oonton ki kheechein ya sambhale toq ka langar Pareshan haal Zeen-ul-Aabideen yun bhi hai aur yun bhi Fazail ka sila Sabtain ho ya soz khwani ka Meri taqdeer mein Khuld-e-Bareen yun bhi hai aur yun bhi

वाली भी है वसी भी बिलयकीं यूँ भी है और यूँ भी अली ए मुर्तज़ा हादिये दीं यूँ भी है और यूँ भी फ़ज़ाएल हों मसायब हों है मक़सद एक दोनों का तुमहारे
ज़िक्र से तबलीग़े दीं यूँ भी है और यूँ भी फ़ज़ाएल सुनके शादाँ हों मसायब सुनके ग़मगीं हों हमारे वास्ते खुल्दे बरी यूँ भी है और यूँ भी फ़ज़ायल में भी अफ़ज़ल तर क़राबत में भी अक़रब तर वालिये हक़ नबी का जॉ नशीं यूँ भी है और यूँ भी मलक ले जाये आकर या के मौत आये नजफ़ जाकर मेरी तक़दीर में वो सरज़मीं यूँ भी है और यूँ भी मौहम्मद की सना हो या अली की मन्क़बत ख्वानी नतीजा एक है तबलीग़े दीं यूँ भी और यूँ भी वो बैठे बोरिये पर या उसे मिलजाए तख्ते ज़र बा हर सूरत नबी का जानशीं यूँ भी है और यूँ भी अली अकबर को रोये ग़म करे ओनो मौहम्मद का बहन शब्बीर की मतामनशीं यूँ भी है और यूँ भी मेहार ऊंटों की खीचें या संभाले तौक़ का लंगर परेशां हाल जैनुल आबेदी यूँ भी है और यूँ भी फ़ज़ाइल का सिला सिब्तैन हो या सोज़ख्वानी का मेरी तक़दीर में खुल्दे बरीं यूँ भी है और यूँ भी

والی بھی ہے وسی بھی بلایاکین یوں بھی ہے اور یوں بھی علیٰ اے مرتضیٰ ہادیٴ دین یوں بھی ہے اور یوں بھی فضائل ہوں مصائب ہوں ہے مقصد ایک دونوں کا تمہارے ذکر سے تبلیغ دین یوں بھی ہے اور یوں بھی فضائل سن کے شاداں ہوں مصائب سن کے غمگین ہوں ہمارے واسطے خلد بریٰ یوں بھی ہے اور یوں بھی فضائل میں بھی افضل تر قرابت میں بھی اقرب تر ولیے حقّ نبی کا جاں نشیں یوں بھی ہے اور یوں بھی ملک لے جائے آ کر یا کہ موت آئے نجف جاکر میری تقدیر میں وہ سر زمین یوں بھی ہے اور یوں بھی محمد کی سنا ہو یا علی کی منقبت خوانی نتیجہ ایک ہے تبلیغ دین یوں بھی اور یوں بھی وہ بیٹھے بوریے پر یا اُسے مل جائے تخت زر با ہر صورت نبی کا جانشین یوں بھی ہے اور یوں بھی علیٰ اکبر کو روئے غم کرے اونو محمد کا بہن شبیر کی متام نشیں یوں بھی ہے اور یوں بھی مہر اونٹوں کی کھیچیں یا سنبھالے توق کا لنگر پریشاں حال جین العابدی یوں بھی ہے اور یوں بھی فضائل کا صلہ سبتین ہو یا سوزخوانی کا میری تقدیر میں خلد بریں یوں بھی ہے اور یوں بھی

Comments

Popular posts from this blog

15+ Darood Sharif

  Related Post: 72-sayings-of-sayyiduna-ali Book - Hindi, Roman Urdu, English irshadaat-e-imam-ahmad-raza नमाज़े नबवी (Namaz e Nabvi) PDF BOOK 21+ Darood Sharif Hindi Mein 22-40 Taqwa Kya Hai? - What Is Piety? By Adv Zuhaib Hafeez I am Palestine Lyrics ( Main Palestine Hun ) Palestine new Track 2021 Ali Di Shadi Ae Shadi Khana Abadi Ae Lyrics - Shadi Mola Ali A.S - New Qasida 2021 (وَرَفَعْنَالَکَ ذِکْرَکْ) Warafana Laka Zikrak | Teri Khushbu Meri Chadar Karim Karam Naat Lyrics Huzoor Meri to Sari Bahar Heart Touching Naat Lyrics Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai Naat Lyrics Eid Kar Layna Naat Lyrics 2021 ( پھر تمہیں حق ہے عید کر لینا ) EID AGAI EID AGAI MUBARAK EID MUBARAK NAAT LYRICS यतीम किसे कहते हैं ?  Zikr E Qalbi Karne Ke Bad Kaifiyat Kya Hoti Hai?!!! Makhdoom Zamane Da Imran Da Jaya Ae Lyrics Qasida Mola Ali New Qasida 2021 Zikr E Jahr Ka Tarika Aur Zikr E Jahr Ki Mehfil Ke Liye Hadees E Mubarka

Best naat Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino lyrics

Best naat Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino lyrics Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino Aish o Ishrat badhane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Apne rabb ko jawaani mein bhoola hai tu Aur taaqat ke boote pe phoola hai tu Jab jawani dhalegi to pachtaayega Aise rone rulaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Tha Hukuumat ka Firoun ko bhi nasha Zulm par Zulm wo Khalqat kartafaayeda Jab Samunder mein Dooba to kehne laga Is Hukuumat ke paane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Kitna Ma' aroof qissa hai Shaddaad ka Rooh jab uske Tan se nikaali ga Marta Marta wo logo se kehta gaya Aisi Jannat banaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Maaldaari mein mash' hoor Qaaroon tha Wo mukhaalif tha Moosa wa Haaroon ka Jab Zamee mein dhasaya to kehne laga Aise bejaa kh...

Noha Lyrics Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam Lyrics Munajat Mola Abbas Noha Lyrics

  KALAM - L Y R I C S  SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN 1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN 2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN 3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN 4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN 5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE 6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI सका ए हराम, रख लेना भरम हम दर पे तुम्हारे आये हैं अब्बास अब्बास या अबल फदलील अब्बास तुम भी नहीं हमको ठुकराना, हम दुनि...