Laylatul Qadr Kya Hoti Hai.
What is Laylatul Qadr? According to Islamic belief, Laylatul qadr or Laylat al qadr, the Night of Power is the night when the Quran was first sent down from heaven to Night of Power, night of decree, Night of Destiny, Night of Value. Night of Measures, Laylatul qadr or Laylat al qadr or night of decree. The night the first verses of the world and the Quran were revealed to the Prophet Muhammad. According to some Islamic sources, one of the odd-numbered nights is the last ten days of Ramadan, the ninth month of the Islamic calendar. Since then, Muslims have regarded the last ten nights of Ramadan as particularly blessed. Muslims believe that the Laylatul qadr or Laylat al qadr brings a flood from the blessings of Allah and the mercy of Allah, that sins are forgiven, prayers are accepted, and the annual decree is given to the angels who apply it to Allah's face. The Laylatul Qadr is considered the most sacred night of the year for Muslims and is traditionally celebrated on last 10 day of Ramadan. Known as the "Laylatul Qadr", the work reads the night when the Quran was first revealed to Muhammad, starting with his sermon. Night of Power or The Laylatul Qadr or Night of Decree is one of the holiest nights in the Islamic calendar. It is the last ten days of Ramadan, the night the Quran was revealed to the Prophet Muhammad (May Allah bless him and give him peace).
-Power Of Night Laylatul Qadr: Laylatul Qadr ati hai Ramzan ul Mubarak ke Akhri Ashra mein, lakin ye koi nahi janta ke kon si raat Laylatul Qadr ye Shab e Qadr ki ho gi. Samajhna hai ke Laylatul Qadr yeni Shab e Qadr hoti kya hai? Aam logon ke liye saal mein aik raat, hoti hai, aur khas logon ke liye har Raat Laylatul Qadr hai, khas logon ke muraad, Sufi Saint hai. Laylatul Qadr kis waja se hai? to Allah taala ne Quran e Pak mein farmaya: Surah Al Qadr "Tanazul Malaikatu Warruh" Malaika ati hain aur aik "Rooh" ati hai, us Rooh ke ane se, us Rooh ki barkat se, us Rooh ki rehmat se pori qaynat mein Laylatul Qadr yani ke Shab e Qadr hoti hai. Aur Laylatul Qadr Shab e Qadr ki Raat hazaar mahene se afzal raat hoti hai. Wo Rooh kis ki hai? Wo Rooh jis ke liye Allah taala ne farmaya: Maine insan ko apni surat par paida kiya, aur wo Rooh e Mubaraka Aaqa e do jahan Hazrat Muhammad saww ki hai. Jis raat Prophet Muhammad saww ki Rooh e Mubarak ati hai us ko Shab e Qadr yani Laylatul Qadr ki raat kehte hain. Us shab mein Hazoor e Pak ki Rooh e Mubaraka ne jis ko faiz de diya wohi Laylatul Qadr pa gaya. Suhar Al Qadr mein Allah taala ne farma diya hai ke Laylatul Qadr ki Raat hazaar maheno se behtar hai, aur is Shab mein Hazoor e pak faiz usay ko dete hain jis ke dil ki dharkan mein Allah ka Noor ho, Jis ki dil ki dharkon mein Allah ka zikr ho ga. Ramzan ke akhri ashra mein wo kon si raat ho gi jo Laylatul Qadr ki ho gi ye koi bhi nahi janta, lakin ye hai ke Laylatul Qadr ki raat hoti taak Raaton mein hai, ya 23 ramzan, 25 ramzan, 27 ramzan ya phir 29 ramzan in mein se koi bhi raat Laylatul Qadr ki raat so sakti hai, lakin is baar aisa lag raha hai ke is saal shayad 21 ramzan ko Laylatul Qadr ki raat ho jay. To mere aziz dosto Laylatul Qadr Ibadat ki aur naiki ki raat hai koshish karna ke is bar Ibadat karne ke sath sath Allah ka zikr zaror karna, ho sakta hai ke is saal ap ke kismat mein hi Laylatul Qadr ki fazilat aa jay. aur jis ko Laylatul Qadr ki Fazilat hasil ho gai, us ne apni manzil ko pa liya.
0 Comments