Header Notification

Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Allah Quran Mein Farmata Hai!!!

 

Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Allah Quran Mein Farmata Hai, This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Zikr e Qalbi or Zikr E Khafi or Zikr e Lataif. What is Zikr e Qalbi? Zikr e Qalbi or Zikr e Khafi or Zikr e Lataif or Silent zikr means remembrance of Allah. The word (“dhikr” or "mention") comes from the root “za kavra”, that is; Az-Zikro Wazk'aro. It means to live or to keep something alive. The word is used as the opposite of "Nation" which means "to forget". Zikr e Qalbi or Zikr e Khafi or Zikr e Lataif or Silent zikr is about persevering on the battlefield, contemplating the secrets of nature, learning from history about how people rise and fall, following divine laws and making decisions accordingly, and spreading divine laws. Therefore, Zikr e Qalbi covers a wide variety of elements rather than being a verb describing a single action or thought. Zikr e Qalbi or Zikr e Khafi or Zikr e Lataif or Silent zikr means remembrance of Allah and Zikr has a great importance in the religion of Islam, because it is mentioned in many places in the Quran. To be very precise, the word "dhikr" occurs 268 times throughout the Quran. In addition, there are 63 derivatives of this word in the Quran. Dhikr has various connotations in Islam. There is an expression that has been known since ancient times, the memory of my heart used to remember Allah (praise be to Him). Zikr e Qalbi means almost the same as Zikr e Qalbi or Zikr e Khafi or Zikr e Lataif or Silent zikr, but if we translate the term Zikr e Qalbi, then we give the meaning of remembering Allah (glory to Him) in the heart, because Qalb is the heart.

-Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Allah Quran Mein Farmata Hai: Aj hum Qalbi Zikr ke bare mein bat karte hain yani Zikr e Khafi aur Zikr e Lataif ke bare mein bat karte hain ke, Allah taala ne Quran e Pak mein Zikr ke bare mein kya farmaya hai? Surah Al-Araf ayat No 205, apne Rab ka Zikr kar dil mein agar ap Nafs ka matlab Nafs lete hain to phir is se murad hai ke Latifa Nafs, yani ke Zikr e Lataif kar. Agar ap is ko ye bhi keh dein ke fi Nafsa ka, ke apne andar Zikr kar, to phir 7 lataif ka Zikr hai. to agar apne andar Zikr kar yani ke Zikr e Khafi jis ko Silent Zikr bhi kehte hain to phir ye Toufeeq e ilahi aur tifl e noor ke liye bhi hai. Ap is ka chahe koi bhi mafhom nikal lein, lakin bat ati hai ke Batin mein Zikr kar. Aur jo Batin mein Zikr karte hain wohi Arif wohi wasil ho jate hain. Agay Allah Taala farmata hai: Zikr ki Kaifiyat kya honi chahiye? Zari aur dar se, aur baghair awaz nikale, yani zuban na hile lakin Zikr phir bhi ho raha ho subho aur sham aur ghafilon mein na hona. Jo Zikr karte hain Subho aur sham baghair zuban hilae, aur jo zikr karte hain apne andar, wo Zikr kon se hain, Zikr e Qalbi ho sakta, Zikr e Khafi ho sakta hai, Silent Zikr ho sakta hai, Zikr e Qlabi hi hai jo dil ki dharkanon ke sath kiya jata hai aur jo Zikr e Qalbi kare, Zikr e Khafi kare ya Zikr e Nafs kare aur apne Batin ka Zikr kare, aur jo apne Lataif ka Zikr kare, to us ke liye Allah taala Quran e Pak mein farmata hai ke wo ghafilon mein shumar nahi hota. Agar ap Latifa Nafs ka zikr karin ya ap 7 Lataif ka Zikr karen, in tamam Zikr ki ibtadai Stage jo hai wo Zikr e Qalbi ke opar aa jati hai. Ap ka Qalb Zikr ki bunyad hai, Is qalb ko apna lein to insan apne Batin se bhi Zikr kar sakte hain. To koshish kiya karo mere dosto ke apne dil ki dharkanon ke sath Allah ka Zikr kiya karo dil ki aik tik ke sath "Allah" Aur dosri Tik ke sath "Hoo" mila ke parha karen. 

Post a Comment

0 Comments