Barish ke Waqt ka Darood Sharif / बारिश के वक़्त का दूरूद शरीफ
Barish ke waqt daroos Sharif kya padhna chahie aaiae jante Hain
अल्लाहुम्म सल्लीअला सैयिदीना व मौलाना मुहम्मदीम बि अददी कतरातील अम्तार
DUROOD E BARISH
Ek Qatre Par Ek Neki Toh Barish Ke Har Qatre Par Kitni Neki Milegi..
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا و مَولَانَا مُحَمَّدٍ بِعَدَدِ قَطْرَاتِ الأَمْطَارِ
Allahumma Salli Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Bi'Adadi Qatraatil Amtaar.
Tarjuma: Aye Allah Ta'ala! Hamare Sardar Aur Aaqa Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Par Barish Ke Qatro Ki Ta'adad Ke Baraabar Durood Naazil Farma.
Fazilat: Jab Barish Aaye Tab Yeh Durood Sharif Padhne Se Barish Ke Qatro Ke Baraabar Durood Sharif Padhne Ka Sawab Milega.
0 Comments