Aye Chand Muharram Ke Lyrics Noha New Noha 2024 | Ayaz Hussain Zaidi | Muharram 2024-1446H | Chand Raat Noha

Aye Chand Muharram Ke | New Noha 2024 | Ayaz Hussain Zaidi | Muharram 2024-1446H | Chand Raat Noha


➜ NOHA CREDITS 
► Title | Aye Chand Muharram Ke 
► Recited & Composed | Ayaz Husain Zaidi 
► Poetry | Naseem Buknalvi (India)
► Audio | ODS 
► Chorus | Rizwan Mirza Team 
► Video | Azadari Chitora 
► Year | Muharram 1446H - 2024
► Production | Azaa O Vila
► Record Label | Ayaz Hussain Records 
► Special Thanks | Hidayat Abbas (Buknala)
➜ HASH TAGS 
#newnohay #newnohay #newnoha2024 #ayechandmuharram #24muharram #nohay #muharram #moharram #nohey #ayazhussainzaidi #muharram #nohay 

𝐍 𝐎 𝐇 𝐀 - 𝐋 𝐘 𝐑 𝐈 𝐂 𝐒 👇

Ai chand moharram ke tu Abrr Mai chup jana
Zahra ka rulata hai tera ye nazar aana
1.
Abbas k parcham ne lehra k bataaya hai 
Shabber k matam ka Mahe Azaa aaya hai
Is Maah Mai zahra ka Gulshan hua virana
2.
Pardesi bhi is gham Mai pardes se aate hain
Sab apne Watan aakar gham sheh ka manate hain
Deta hai sada gham ki her ek Azaa khana
3.
Ai chand bta kaisa us raat ka manzar tha
Mashghul ibadat Mai shabber ka sab gher tha
Zaineb se koi puche us raat ka dhal jana
4.
Kya tune nhi dekha shabber ka gham haye
Tha lashae Akber ki manind sitam haye
Maidan se Qasim ke tukdon ko utha lana
5.
Majlis Mai sitaron ki tune bhi lahu roya
Is gham Mai zami'n royi or charkhe kohan roya 
Akber ka jawani Mai Sine pe sina khana 
6.
Ek bund bhi pani ki pyaso'n ne nahi payi
Ai chand sakina bhi ye bhul nhi payi 
Abbas ka Dariya per vo Jake nhi aana
7.
Tu Arsh se takta tha her zulmo'n sitam haye
Tha Lasha E Akber ki Manind ye gham haye
Maidan se Qasim ke tukdon ko utha lana
8.
Hasrat thi Naseem uski vo apne Watan jaye
Kehta tha Ayaz Aakhir jab Mahe safar aaye
Turbat pe sakina ki tu chandni barsana

ऐ चाँद मोहर्रम के तू अब्रर माई चुप जाना
ज़हरा का रुलता है तेरा ये नज़र आना
1.
अब्बास के परचम ने लहरा के बताया है
शब्बर के मातम का माहे आज़ा आया है
इस माह में ज़हरा का गुलशन हुआ विराना
2.
परदेसी भी इस ग़म में परदेस से आते हैं
सब अपने वतन आकर ग़म शेह का मनाते हैं
देता है सदा ग़म की हर एक आज़ा खाना
3.
ऐ चाँद कैसा उस रात का मंज़र था
मशगुल इबादत में शब्बर का सब घेर था
ज़ैनब से कोई पूछे उस रात का ढल जाना
4.
क्या तूने शब्बर का ग़म नहीं देखा
वह लाशे अकबर की मनिंद सितम है
मैदान से कासिम के टुकड़ों को उठा लाना
5.
मजलिस माई सितारों की तूने भी लहू रोया
इस ग़म माई ज़मीन रोई या चरखे कोहन रोया
अकबर की जवानी माई सीने पे सीना खाना
6.
एक बूंद भी पानी की प्यासो ने नहीं पाई
ऐ चाँद सकीना भी ये भूल नहीं पाई
अब्बास का दरिया पर वो जाकर नहीं आना
7.
तू अर्श से ताकता था हर जुल्मो सितम है
था लशा ए अकबर की मनिंद ये ग़म है
मैदान से कासिम के टुकड़ों को उठा लाना
8.
हसरत थी नसीम उसकी वो अपने वतन जाए
कहता था अयाज़ आखिर जब माहे सफ़र आये
तुरबत पे सकीना की तू चाँदनी बरसाना
Ai chand moharram ke tu Abrr Mai chup jana Zahra ka rulata hai tera ye nazar aana 1. Abbas k parcham ne lehra k bataaya hai  Shabber k matam ka Mahe Azaa aaya hai Is Maah Mai zahra ka Gulshan hua virana 2. Pardesi bhi is gham Mai pardes se aate hain Sab apne Watan aakar gham sheh ka manate hain Deta hai sada gham ki her ek Azaa khana 3. Ai chand bta kaisa us raat ka manzar tha Mashghul ibadat Mai shabber ka sab gher tha Zaineb se koi puche us raat ka dhal jana 4. Kya tune nhi dekha shabber ka gham haye Tha lashae Akber ki manind sitam haye Maidan se Qasim ke tukdon ko utha lana 5. Majlis Mai sitaron ki tune bhi lahu roya Is gham Mai zami'n royi or charkhe kohan roya  Akber ka jawani Mai Sine pe sina khana  6. Ek bund bhi pani ki pyaso'n ne nahi payi Ai chand sakina bhi ye bhul nhi payi  Abbas ka Dariya per vo Jake nhi aana 7. Tu Arsh se takta tha her zulmo'n sitam haye Tha Lasha E Akber ki Manind ye gham haye Maidan se Qasim ke tukdon ko utha lana 8. Hasrat thi Naseem uski vo apne Watan jaye Kehta tha Ayaz Aakhir jab Mahe safar aaye Turbat pe sakina ki tu chandni barsana


=======================

Post a Comment

0 Comments