Hussain Kafi Hai Lyrics Maryam Fatima | 2024 | New Qasida Mola Hussain As
Hussain Kafi Hai | Maryam Fatima | 2024 | New Qasida Mola Hussain As
Hussain Kafi Hai Lyrics Maryam Fatima | 2024 | New Qasida Mola Hussain As
◉ Roman Lyrics
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Hussain Walo Ka Nara Hussain Kafi Hai
Yazeediat Ka Bus Ik Pal Mein Sath Chor Diya
Be Adab Jo Hoa Wo Hath Chor Diya
Naseeb E Hur Ye Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Andheri Qabar Mein Apni Roshni Ke Liye
Ibadato Ke Liye Or Apni Bandagi ke Liye
Samjh Lo Tum Bhi Khuda Ra Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Wo Badnaseeb Wafadariyan Badaltay Hain
Hai Pak Zeheno Ka Nara Hussain Kafi Hai
Hussain Walo Ka Nara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Saqeefay Walay Sab Karbobala Aan Phonchay
Badalne Deen ka Chehra Layein Ja Phonchay
To Karbala Ne Pukara Hussain Kafi Hai
Karbala Ne Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Har Ik Shah Ka Sar Hai Dar E Hussain Pe Kham
Dama Dam Laal Qalandar Ki Sada Ham Dama Dam
Zahoor Apna Bhi Nara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Karam Khuda Ka Pukara Hussain Kafi Hai
Post a Comment