Hazrat Imam Hussain Lyrics Hindi Nadeem Sarwar Noha
Hazrat Imam Hussain AS | Nadeem Sarwar | 2022 | 1444
Hazrat Imam Hussain Aleyhis salam Lyrics| Nadeem Sarwar | 2022 | 1444
"Gunj raha hai bus ek naam, Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam Lyrics"
Reciter: Nadeem Sarwar
Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar, Jawad Jafri & Dr Hilal Naqvi
AUDIO PRODUCTION:
Chief Audio Engineer: Muhammad Omar Qureshi
Assistant Audio Engineers: Owais Qureshi & Hassan Qureshi
Special Co-Operation & Acknowledgement: Muhammad Ishaq Nazir
Audio Recording & Structuring: Royall Records Studios (Sydney, Australia)
Backing Vocals: Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas, Ali Shanawar & Ali Jee
Team Leader: Asim Jaffri
Organising Team: Tajdar Hussain, Qamber Ali, Farhan Hussain, Adnan Jaffri, Uzair Rizvi, Kashif Jaffri, Qasim Jaffri, Nazish Jaffri & Farjad Haider.
Graphics Designer: Abu Talib
Social Media Management: Sheryar Raza
IT & Technical Support: Ali Abbas (Zain)
VIDEO PRODUCTION:
Director: Syed Jari Khushnood Naqvi
Video Concept: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Production Designer: Baazay Khan
Art Director: Junaid Hussain
Director of Photography (DOP): Asif Khan
Focus Puller: Shahrukh
Steadycam Cameraman: Faraz Alam
Post Producer: Salman Tehzeeb
Editors: Safeer Jaffri, Asad Ahmed & SA Production.
Colorist: Zia Ahmed & SA Production.
Graphics & Animation: Syed Shahbaz Ali Zaidi
On-Set Photographer: Omar Shamsi
Producers: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
A&R Producer: Ali Hussain
Record Label: Royall Records
Hazrat Imam Hussain AS Lyrics
Hussain Hussain Hussain Hussain
Dayen Hasan Bayen Jari Pusht Panahi Ko Nabi
Sar Py Khuda Wand E Jali Seena Sipar Zehra Ali
Mery Maula Ko Muyassar Hai Khazana Kaisa
In Ka Rutba Hai Imamon Mein Shahaana Kaisa
Kaisy Kaisy Hain Naseebon Mein Ujalay In K
Mery Aaqa Ko Mila Hai Yeh Gharana Kaisa
Marhaba Marhaba Mustafa Ki Baat Mein
Ba Khuda Ba Khuda Sari Kayenaat Mein
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Lakhon Durood Ap Py Lakhon Salam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Allah Ny Kya Khoob Sanwara Hai
Sarkar Ky Aangan Mein Utara Hai
Har Qaom Ki Aankhon Ka Sitara Hai
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Zinda Hain Hussain Us Ka Hai Kirdar Bhi Zinda
Kirdar Jo Zinda Hai To Maiyar Bhi Zinda
Maiyar Jo Zinda Hai To Afkaar Bhi Zinda
Afkaar Jo Zinda To Azadar Bhi Zinda
Ibteda Ibteda Mustafa Ky Dosh Par
Inteha Inteha Naizy Par Buland Sar
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dilam Dilam Nazar Nazar Ya Hussain
Sadaqaton Ki Rah Guzar Ya Hussain
Kaho Kaho Ba Chashm E Tar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Tareekh Mein Is Jaisa Na Insan Milay Ga
Aisa Na Koi Ashiq E Rahman Milay Ga
Na Aisa Koi Shah E Shaheedan Milay Ga
Na Aisa Koi Sabr Ka Sultan Milay Ga
La Ilaaha La Ilaaha La Ilaaha Ka Pasbaan
Deen Panah Deen Panah Mustafa Ka Tarjumaan
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Allah Ny Kya Khoob Sanwara Hai
Sarkar Ky Aangan Mein Utara Hai
Har Qaom Ki Ankhon Ka Sitara Hai
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Har Dil Mein Gham E Syed E Abrar Milay Ga
Har Daor Mein Mazloom Ka Gham Khuwar Milay Ga
Har Qaom Mein Shabbir Ka Zawwar Milay Ga
Har Mulk Mein Maula Ka Azadar Milay Ga
Har Jaga Har Jaga Mominon Kay Darmian
Hai Sada Hai Sada Dharkanon Ky Darmian
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dilam Dilam Nazar Nazar Ya Hussain
Sadaqatom Ki Rah Guzar Ya Hussain
Kaho Kaho Ba Chashm E Tar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Hathon Mein Alam Thamay Woh Ata Hai Azadar
Han Majlis O Matam Mein Hi Rehta Hai Azadar
Maan Baap Hussaini Hon To Banta Hai Azadar
Maula Yeh Tumhara Hai Tumhara Hai Azadar
Silsila Silsila Yeh Aza Ka Silsila
Rabta Rabta Karbala Say Rabta
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Allah Nay Kya Khoob Sanwara Hai
Sarkar Ky Aangan Mein Utara Hai
Har Qaom Ki Ankhon Ka Sitara Hai
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Shabbir Ka Dil Dekhy Zara Dekhy Zamana
Wallah Kaha Tha Jo Wohi Kar Ky Dikhaya
Khushnoodi E Khaliq Mein Bharay Ghar Ko Lutaya
Naizay Py Bhi Aya To Usi Shaan Say Aya
Badshah Badshah Hai Dilon Ka Badshah
Chaa Gaya Chaa Gaya Do Jahan Py Chaa Gaya
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dilam Dilam Nazar Nazar Ya Hussain
Sadaqaton Ki Rahguzar Ya Hussain
Kaho Kaho Ba Chashm E Tar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Kis Shan Sy Maqtal Mein Qadam Rakhta Hai Shabbir
Kab Jan Ki Parwah Kiya Karta Hai Shabbir
Darta Hai Na Jhukta Na Ghabrata Hai Shabbir
Lakhon Bhi Mukhalif Hon To Sach Kehta Hai Shabbir
Hosla Hosla Shah E Deen Ka Hosla
Sun Sada Sun Sada Do Jahan Ki Hai Sada
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Allah Nay Kya Khoob Sanwara Hai
Sarkar Ky Aangan Mein Utara Hai
Har Qaom Ki Ankhon Ka Sitara Hai
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Han Ao Karen Hum Shah E Abrar Ka Matam
Islam Ky Mohsin Ka Madadgaar Ka Matam
Asghar Ali Akbar Ka Aur Ansaar Ka Matam
Zainab Ka Sakina Ka Alamdaar Ka Matam
Bey Khata Bey Khata Hai Ghareeb E Sayeda
Hai Bapa Hai Bapa Tera Gham Jaga Jaga
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Dayen Hasan Bayen Jari Pusht Panahi Ko Nabi
Sar Py Khuda Wand E Jali Seena Sipar Zehra Ali
Hazrat Imam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Haye Shah E Mashraqain Ay Dil E Zehra Ky Chain
Han Mery Mola Hussain Hazrat Imam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Aali Maqam Hussain Hussain
Tum Py Salam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Haye Shah E Karbala Ap Ka Ghar Lut Gaya
Wada Wafa Kar Diya Hazrat Imam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Shah E Zaman Hussain Hussain
Zakhmi Badan Hussain Hussain
Tishna Dahan Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
0 Comments