Header Notification

Har Jagah Sada Hai Ya Ali Lyrics - Raza Zaidi & Hassan Kazmi | Qasida Mola Ali A.s - New Qasida 2022

Har Jagah Sada Hai Ya Ali - Raza Zaidi & Hassan Kazmi | Qasida Mola Ali A.s - New Qasida 2022

Har Jagah Sada Hai Ya Ali Lyrics - Raza Zaidi & Hassan Kazmi | Qasida Mola Ali A.s - New Qasida 2022

Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Sada Ye Zameen Se Arsh Tak Chali Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Hil Gaye Zamee O Asman Sada Ye Arsh Tak Chali
Khuda Khud Pukara Hai Ye Mera Wali Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Khuda Ke Ghar Hoa Jis Ka Zahoor Hai Usi Ka Sajra To Tahir Tahoor Hai
Ali Ke Jesi Fazilat Kisay Milli Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Ghadeer Ho Ya Ho Mubahila Tatheer Ho Ya Ho Kisa
Ali Ki Nasal Se Hai Nasal E Nabi Chali Har Jagah Sada Hai Ya Ali

Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Naam Nahi Chahiye Imam Misal Meri Apki Ghulam
Naseeb Se Hai Mujhe Nokri Milli Har Jagah Sada Hai Ya Ali

Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali
Laga Dia Jo Mene Nara Haideri Har Jaga Sada Hai Ya Ali

Post a Comment

0 Comments