KALAM - L Y R I C S SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN 1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN 2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN 3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN 4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN 5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE 6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI सका ए हराम, रख लेना भरम हम दर पे तुम्हारे आये हैं अब्बास अब्बास या अबल फदलील अब्बास तुम भी नहीं हमको ठुकराना, हम दुनि...
Comments
Post a Comment