Ya Ali Ya Ali - Fida E Abbas Party | Shahadat Imam Ali As - New Nohay 2022
Ya Ali Ya Ali Lyrics - Fida E Abbas Party | Shahadat Imam Ali As - New Nohay 2022 Noha Lyrics
Lahu Mein Doobi Fiza Hai Har Taraf Shor O Buka Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Aaj Hasnain Ke Sar Se Baap Ka Saaya Utha Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Khak Uranay Lagi Zainab Bibiyan Kert Hain Mattam
Ibtida Karbobala Ki Baba Apka Hai Mattam
Ye Zakham Kese Sahongi Lab Pe Zainab Ke Sada Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Lahu Mein Doobi Fiza Hai Har Taraf Shor O Buka Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Tegh Zeher mein Doobi Hoi Thi Tegh Haider Ke Pisar Ki
Dekhi Jati Nahi Halat Baba Ab Apke Sar Ki
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Lahu Mein Doobi Fiza Hai Har Taraf Shor O Buka Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Zakham Amma Ki Judai Ka Abhi Bhar Nahi Paaya
Ghar Se Zahra Ke Uthay Ga Tesra Aaj Janaza
Bapa Hai Koofay mein maatam har Taraf Shor Bapa Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Lahu Mein Doobi Fiza Hai Har Taraf Shor O Buka Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ghar Ko Shabbar Ke Hawale Ker KE Rukhsat Hoye Haider
Khak Pe Gir Gayi Gham Se Kha Ke Ghash Zainab E Muztar
Utha Ke Baap ka Lasha Noha Beto Ne Kiya Hai
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ambiya Or Farishte Le Ke Chalay Ghar Se Janaza
Roo Diye Saray Namazi Ghar Mein Kohraam Bapa Ka
Ye Bain Likhte He Mazhar To Qalam Rone Laga Hai

0 Comments