Jhutlaya Mujhay Baba - Hafiz Sabir Party - 2021 | Noha Ayyam e Fatmiyah
Jhutlaya Mujhay Baba Lyrics Noha Lyrics
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Baba Ye Tere Kese Wafadar Hain Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhooti Hai Ye Kehte Hain Bazaar Ki Satrein
Tere Baad Hain Jhukti Nahi Ghustakho Ki Nazrein
Tazeem Meri Bhule Hain Namak Yaar Hain Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Gham Koi Bhi Tehreer E Nabi Ka Nahi Bharta
Tasdeeq Mere Babay Ki Koi Nahi Kerta
Darbar Mein Ghasib Ke Tarafdar Hain BAba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Tehreer Ko Phara Hai Taqabur Se Lain Ne
Baba Mjhy Maara Bhi Hai Aik Takht Nasheen Ne
Dete Hain Ye Gawahi Mere Rukhsaar Hain Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Bacho Ki Sadaqat Pe Ye KAb Rakha Tasawur
Kafir Ka Saqeefay Se Tarasha Hoa Manzar
Ab Nana Ki Ayat Se Ye Inkaar Hai Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
Jhutlate Mujhay Bar Sare Darbar Ae Baba
0 Comments