Header Notification

Sufi Barkat Ali Ludhianvi Ka Zikr Allah Ke Bare Mein Farman!!!

 

Sufi Barkat Ali Ludhianvi Ka Zikr Allah Ke Bare Mein Farman, This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Sufi Barkat Ali Ludhianvi Ka Zikr Allah Ke Bare Mein Farman. Who is Sufi Barkat Ali? Hazrat Abu Anees Muhammad Sufi Barakat Ali Ludhianvi was a Sufi Muslim belonging to the Qadri silsila spiritual path. He was the founder of the non-political, non-profit religious organization. Abu Anees Sufi Barkat Ali' followers spread all over the world, especially in Pakistan. He spent his entire life preaching Islam. Today we are talking about Sufi Barakat Ali Ludhianvi, what Sufi Barakat Ali says about the remembrance of Allah (Zikr Allah). There is a verse in the Holy Quran about those who believe, and faith is about the heart, and Islam is about the tongue. That is, those who started the Zikr e Qalbi, remembrance of the heart who believed, The light has entered their heart or their heart has read the word.

-Sufi Barkat Ali Zikr Ki Tashrih: Sufi Barkat Ali ludhianvi farmate hain ke har insan dil ka chain pane ke liye takkodao karta hai, yani mukhtalif tarikon ke sath zindagi ki dour mein bhagta hai, take usay zindagi ka itminan mil jay zindagi ka sakon mil jay. Lakin zindagi ka kisi bhi stage par jata hai lakin us ko sakon ko chain nahi milta, kyun ke insan shayad bhol chuka hai ke Allah ne Quran mein farma diya hai ke beshak dil ka sakon aur chain Allah ke Zikr main hai. Abu Anees Muhammad Barkat Ali farmate hain Dil ka khaliq Allah Ta'ala hai. Allah Ta'ala ne ise apne liye paida kiya hai, Jab tak Allah Ta'ala is mein nahi ata dil qarar nahi pakarta. Dil ki Taskeen aur Dil ka Sakon Allah ke Zikr mein hai, jab tak dil Allah ke zikr mein mashghol nahi hota kisi bhi aur chez se qarar nahi pata. Sufi Barkat Ali ne boht hi khobsurat bat ki hai, jis tarhan Mahi ko Aag samandar ko aag mein, aur boom ko jungal mein koi ko mangal mein, bokhe ko khane mein, bulbul ko gane mein bache ko khail mein itmenan hasil hota hai, Sufi Barkar Ali Farmte hain isi tarhan dil ko sakon aur qarar Allah ke Zikr mein ata hai. Ap ko asal zindagi tab mile gi jab Dil ko Sakon mile ga jab Dil ko qarar mile ga. Jab dil se Allah ka zikr karin gay, Aur fuqra ko itmenan aur Sakon hi Sakon hota hai, Kyun ke wo har waqt Allah ka Zikr karte hain. Sufi Barkat Ali farmate hain ke jo log Allah ka zikr karte hain un ko duniya koi gham nahi hota un ke dil ko Sakon hota hai, aur jo log Allah ka zikr nahi karte wo chahe dil mein lag jate hain jitna marzi paisa jama kar lein lakin un ke dil ko sakon nahi milta. Zindagi ke Sakon ko pane ke apne Dil ke Sakon ko Pane ke liye koshish kiya karo mere dosto ke Allah ka Zikr kiya karo. Insan ka "Qalb e Sakon" Allah ke Zikr mein hai, to koshish karo ke har waqt apne dil ki dharkan ke sath Allah ka zikr karo. 

Post a Comment

0 Comments