Header Notification

Shaam Ki Guliyon Lyrics - Syed Murtaza Hamdani | Safar | New Noha 2021

 

Shaam Ki Guliyon - Syed Murtaza Hamdani | Safar | New Noha 2021

Shaam Ki Guliyon Lyrics


Jab hua shaam ki galiyon se guzar Bibi (sa) ka 

Haste te dekh ke uriyan hy wo sar Bibi (sa) ka 

Mola Abbas (as) ka sar tikta nahi naize pe
Phat ta hai dekhe ke manzar ye jigar Bibi (sa) ka 

Binte Zahra (sa) ko ridaon ke sile mein hai mila
Pushte beemar pe likha hai safar Bibi (sa) ka

Naam lewa to bazaron mein yazeedi te bohat 
Koyi us bheer mein na ta haan magar Bibi (sa) ka

Naame rab ko to bachaya hai meri Bibi (sa) ne
Haif loota hai muslaman ne basta ghar Bibi (sa) ka  

Shaam walon ki to khoshish thi atasheer Nabi (saw)
Dekho Jafar hai bana ab har dahar Bibi (sa) ka

May Maula (as) & Bibi (sa) Accept all our efforts of azadari

Post a Comment

0 Comments