Nohay 2021 -Nishan-e-Fauj-e-Payambar I - Arbaz Jafri Nohay 2021
Nishan-e-Fauj-e-Payambar Lyrics
imat ke aai hain faujein ke raasta na mile
Ali (a.s.) ke chand pe badal sa chaaya jata hai
Jise lahu se bhi apna azeez samjha tha
laga ke teer vo paani bahaya jaata hai
Ummed qata hui ab sambhal nahi sakte
nishane fauje wafa thar tharaya jaata hai
kata ke haath tarai me so gae Abbas (a.s.)
Alam Husain (a.s.) ka khaime mein laaya jaata hai
13)kuch aisi shaan se Akbar (a.s.) utha ke laaye hain
ke jis tarah se janaaza uthaaya jaata hai
vo saamne hai Alam ki shabeeh najm utho
wafa parasti ka manzar dikhaaya jaata hai
1 Comments
Jazakallah
ReplyDelete