Header Notification

Laut Ke Aaja Asghar Lyrics - Laut Ke Aaja Asghar ع | Kashif Zaidi New Noha 2021 | Maulana Bilal Kazmi | Nohay 2021 | 1443

 

Laut Ke Aaja Asghar ع | Kashif Zaidi New Noha 2021 | Maulana Bilal Kazmi | Nohay 2021 | 1443
Noha Title :- Laut Ke Aaja Asghar ع  
Reciter By:- Kashif Zaidi
Related To :- Shahadat E Hazrat Ali Asghar ع
Kalam:- Maulana Bilal Kazmi
Islamic Date :- Muharram 1443
Design By :- Syed Arif
Audio By :- Javed Azad
Video By :- AL Qaim Studio
Edit By :- Ali Hasan Rizvi
Special Thanks :- Raju Zaidi & Faiz Zaidi
Posted By :- @Hussaini Azadari Network Official 
🔅In the name of Allah, the Beneficent, the Merciful.🔅
🔷️بسم الله الرحمن الرحيم🔸️
Laut Ke Aaja Asghar ع | Kashif Zaidi New Noha 2021 | Maulana Bilal Kazmi | Nohay 2021 | 1443

Laut Ke Aaja Asghar Lyrics English Text


●Maa Ka Noha Tha Yehi 
Lout Ke Aaja Asghar ع

●Ghoud Veera Hai Meri Lout Ke Aaja Asghar ع

●Khouf Hai Kokh Jali Toh tere khumbhlane Ka,
Phir Hawa Garm Chali Lout Ke Aaja Asghar ع

●Aashiyano Ki Tarf Lout Rahy Hai Taieer,
Din Dhala Sham Haue Lout Ke Aaja Asghar ع

●Maa Ko Jis Tarha Diya Dagy Judai Tumne,
Yu Bicharta Hai Koi Lout Ke Aaja Asghar ع

●Jab Bhi Pani Nazar Aata hai Toh Yaad Aati hai,
Woh Teri Tashna Labi Lout Ke aaja Asghar ع

●Bekasi kehti hai Ujde Huye Armano Ki,
Laal Ab Dair Hyue Lout Ke Aaja Asghar ع

●Teri Gardan Pa Mai Marham Toh Lagadu Beta,
Hogi Takleef Badi Lout Ke Aaja Asghar ع

●De Gaye Hashar Talak Haq Ke tabassum Haq Ko,
Tere Hoto Ki Hasi Lout Ke Aaja Asghar ع

●Gunjti Hai Mere Kaano Mai Shab O Rooz 'Bilal'،
Ek Awaaz Yehi Lout Ke Aaja Asghar ع
🔷️SALAM TO ALL MOMENEEN🔹️
🔜Hamara Maqsad Hai Faroghe Azadari, Bibi Fatima Zahra s.a. Ki Khushnoodi Malhooz-e-Khatir Hai. 
Isi Sabab Se Mustaqil Apni Naukri ko Anjam de raha hoon. Nauha, Majlis, Mahfil aur Jashn Ye Sabhi Momeneen ke darmiyan Pahucha Sakoon Isiliye Mustaqil Ghamzan Hoon. Mera Mukhtasar Tarruf Ye Hai ki Ali a.s. ke Dar ka Gada Hoon, Dar-e-Ali (a.s.) Se Bheek Milti hai Jisse Meri Family Bakhoobi Chal Rahi Hai. Khuda ka Lakh Lakh Karam Hai.🔚
🤲🤲Iltemas-e-Dua🤲🤲

Post a Comment

0 Comments