Title - EK CHOTI SI LEHAD DAIKHO BANA KAR ABID
Reciter - Amanat Ali Sonu | Ghulam Abbas Monu | Sonu Monu
Poet - Yawar Yusufi
Composition - Munawar Ali Khan
Year - 2021/1443 Hijri
Audio - ODS
Edit - Ali Arman
Video - TNA Production
lCover - Yawer Damani
EK CHOTI SI LEHAD DAIKHO BANA KAR ABID LYRICS
●Ek choti see lehad dekho bana kar abid
●Khoon roya hai, hy
Sakina ko sula kaar abid
●Kaisay baba ne uthaya tha badan asghar kaa,
Uth naa paya hai, hy
sakina ko utha kar abid
●Phool say galown pay kehtay hain tamachown kay nishan,
Kash baba ko, hy
Dekhati may betha kar abid
●Ay musalmano tumhay ab na sataye gee sada,
Bolay turbat mein, hy
Sakina ko sula kar abid
●Dekh kar khoon bharay kurtay ko badan say chipka,
Gir gaye khak pay, hy
Yeh noha suna kar abid
●Aik khoraam uthaa roai tarap kar mola,
Amma zainab ko, hy
galay apnay laga kar abid
●Jis tarha sunti thi baba say yeh bibi lori,
Aysaay talkeen, hy
Pari shah nay hilakaar abid
●Bhool na paye gaa momin yeh judaee yawar,
Gham sakina ka, hy
chalay dil mein basa kar abid
0 Comments