Bhai Ik Bar Zara Bhai Ko Bhai Kehdo Lyrics English Text | Syed Shahbaz Haider Naqvi New Noha 2021 | Mola Abbas Noha 2021

 
Bhai Ik Bar Zara Bhai Ko Bhai Kehdo | Syed Shahbaz Haider Naqvi New Noha 2021 | Mola Abbas Noha 2021
Recited By | Syed Shahbaz Haider Naqvi 
Poetry By | Shahrukh Raza Naqvi 
Composition | Own Rizvi 
Audio Recorded & Master/Mixing | ODS Karachi
Video | Tna Production - Ali Arman Baltistani 
Album | 2021 \ 1443
Islamic date | Muharram 1443
Nohay 2021 - Bhai ik bar zara bhai ko bhai kehdo - Syed Shahbaz haider naqvi nohay 2021 - Noha mola abbas - muharram 1443 - noha 2021 - Mola Abbas Noha - Imam Hussain and Mola Abbas - Shahadat e Mola Abbas Noha - Martyrdom Of Mola Abbas (as) 

Bhai Ik Bar Zara Bhai Ko Bhai Kehdo | Syed Shahbaz Haider Naqvi New Noha 2021 | Mola Abbas Noha 2021 

Bhai Ik Bar Zara Bhai Ko Bhai Kehdo Lyrics English Text

Goud Mein Bhai ka Sar Rakh ke Yeh Boley Sarwar 
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

Ek Arman hai bhaiya tere ay dilbar
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

1- mere bhai yehi arman chupay hai dil mein
Humne bachpan se yeh arman rakha hai dil mein
Pura arman karo ay mere sher e safder
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

2- Haye tere jane se baradar ki kemar toot gayi
Bhai dekho tere sarwar ki kemar toot gayi
Hogaya jane se bhaiya ka tere hal abtar
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

3 - Tera yeh hal ne sun paye gi zainab bhaiya
Hal sunte hi gurz jaye gi zainab bhaiya 
Kya kahun hal tera pouche jo mujh se khawar
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo  

4- khoob hai rasm e wafa is tarha nibhate ho
Tum to dahrs ho meri chor ke yun jate ho 
Bhai ki lash pe ro ro ke pukare sarwar
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

5- Al Atash ki na sada e na sada pani ki 
Ammu Ammu ki sada e hai tere jane ki 
Ash Mein baithi sakina hai dar e keemi per 
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo  

6- Dil mein ab chan o sukoonat ka koi baab nahi 
Lash bhai ki utha ne ki meri taab nahi 
Aao imdad ko bhai ke mere lal akbar
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo 

7 - Gham mein shahrukh ne ay Shahbaz qalam toor diya 
Goud mein bhai ki Abbas ne Dam toor diya 
Noha us waqt bhi sarwar ke raha hutoon per 
Bhai Ik Bar Zara Bhai ko Bhai kehdo