mere mehman ho tum Lyrics - New Nohay 2021 | Mere Mehmaan Ho Tum | Mudassir Jaunpuri | New Noha Muharram 2021 - 1443


New Nohay 2021 | Mere Mehmaan Ho Tum | Mudassir Jaunpuri | New Noha Muharram 2021 - 1443
 
Exclusive Release Mohrram 2021
New Nohay 2021 | Mere Mehmaan Ho Tum | Mudassir Jaunpuri | New Noha Muharram 2021 - 1443 
Aye Bibi Fatima Zahra S.A Hamari Ibadaton Ko Apni Baargah Me Qubool Farmaiye.
Video Details
Reciter | MudassirJaunpuri
Poetry | jauhar Naqvi Shikarpuri
Composition | Mudassir jaunpuri 
Corus | Sajjad Halluri & Team
Nauha = Mere mehman ho tum 
Post Production | Amu Studio

MERE MEHMAN HO TUM LYRICS


hath badhe hue hur Shah ki Taraf ata hai 
sath me Apne wo ek noor e nazar lata hai
hur Ate hue Dekha to Shahe dee n ne kaha 
khair. maqdam karo Abbas or akbar iska 
ake hur shahe wala k rakha Qadmo me sar 
de do marne ki riza bus ye Kaha Ro Ro Kar

apne Sine lga kar Shahe Wala ne kaha 
mere mehman ho tum 2
hur tumhe kaise main de dun bhala Marne ki riza
mere mehman ho tum 

1- hur Tumhe kaise pilaun main bhala ab pani 
ho gaya khtam mere pass se ab Sb Pani 
bus Yahi soch k Ati hai mujhe Tum se hya 
mere mehman ho tum 

2- Hur ne Rokar kaha Qurabaniya kuch Lya Hun 
ek ghulam Ek pisar Bhai k Sath aya Hun 
mujhko mola Na karo kah k ye tum Sharminda 

3- ek Beta bhi Mere sath Hai Ye hur ne kaha 
tumpe Karne k liye Laya hun main isko fidaa 
hur k bete ki Tarf dekh k bole mola 

4- Hur k bete ko riza mil gayi wo Qatal hua 
hur ne bete k janaze ko uthana chaha
Shahe Wala use kah k Yahi Rok Diya 

5- hur jawna lal ki maiyyat Na utha paoge 
thokre dasht me tum Hurre jari khaoge
isliye Mujhse Ye sb dekha nhi jayega 

6- hur k Jo sath me aye the hue Qatal sabhi 
unki lashon ko utha laye Hussain ibne Ali 
or hothon pe musalsal thi yahi ek sada

7- phir kaha hur ne mujhe mola ijazat de do 
pani phir lake pilaunga main in bacchon ko 
dekh k hur ki trf bole ye shahe walaa 

8- Jake maidan me jab hurre jari Qatal hue 
hur k lashe pe badi tezi se mola phuche 
or phir lashe pe Ro Ro k yahi noha padha 

9- lash mehman ki ghazi ne uthai jauhar 
thi mudassir yhi faryaad labe Sarwar pe
jao Amma ki zamant me tumhe Saup diyaa 


MERE MEHMAN HO TUM