Video Info:
Noha | Abbas Ki Behen Ko
Reciter | Mohammad Ali Moshi Baltistani
Poetry | Afraz Hussain Jaffri
Composed By | Nayar Abbas (Skardu)
Translation | Banda e Khuda
Audio | Studio 92
Chorus | Shabih & Team
Video | Mahmood Achoali
Creatives | Shuja Gfx
Noha 2021| ABBAS KI BEHN KO | Mohammad Ali Moshi Baltistani | Hazrat Abbas Noha 2021 | Muharram 1443
ABBAS KI BEHN KO LYRICS
ABBAS KI BEHN KO
Is baat ne hai mara Abbas ki behn k0
Bazaar se Guzaraa Abbas ki Behn k0
Karb0bala se lekar har ik sitam hai jhela
Zakhmi phuphi hai meri sajad ka tha n0ha
Tarpa0 naa khudaaraa Abbas ki Behen k0
Tha naaz jis pe usk0 bin bazu ch0r aai
Ab saath hain na bete, na saath koyi bhai
De k0n ab sahaara Abbas ki behn k0
Baba ke saamne jo ayi nathi qassam se
Bhai ke qatilo ke wo darmiya khardhi hai
Kese ho ye gawara abbas ki behn ko
Pehle hi sharm se thi wo apna sar jukaye
Us waqt roo pardhi jab zaalim ne naam leke
Haste huwe pukara, abbas ki behn ko
Ummat ne ajr aisa sadaat ko diya hai
Mushkil ye marhala hai jaari lahu hai sar se
Yu shamiyo ne mara, Abbas ki behn ko
Ay kalma go batade afraz kyu na roye
Bazaar mai phirake darbaar mai bulake
Kardala para para , Abbas ki behn ko
0 Comments