Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Raha Safina

Aaqa Na Toot Jaye, Ye Dil Ka Aabghina
Ab Ke Baras Bhi Maula, Reh Jaoon Main Kahin Na
Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Raha Safina
Ik Bar Phir Dikha Do Ramazan Me Madina
Be Shak Banalo Aqa Mehman Do Ghari Ka
Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Raha Safina
Dil Ro Raha Hai Jin Ka, Aansoo Chalak Rahe Hain
Un Aashiqon Ka Sadqa Bulwayiye Madina
Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Raha Safina
Attar Ki Huzuri Ki Aarzoo Ho Puri
Ho Jaye Door Duri Aye Waali e Madina
Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Raha Safina
Nazdik Aa Gaya Hai Ramzan Ka Mahina

0 Comments