Editors' Choice

BEST NOHA LYRICS RULA KE QATAL KIYA LYRICS

Noor Se Saji Hai Karbala | Mashhad Jalalpuri | New Manqabat 2021 | Karbala Manqabat 2021

 

Noor Se Saji Hai Karbala Dil Ko Khenchti Hai Karbala  Fasla zara sa bhi nahi Khuld se mili hai karbala  kainaat ko sameyt le is qadar badi hai karbala  jhon ki siyahi jab mili  sheh ne tab likhi hai karbala  sajda tool kijiye nabi pusht pe abhi hai kaebala  hurmula ke waste hai mauty hurr ki zindagi hai karbala  chumne sagheer ke qadam ghutniyon chali hai karbala  ye kisi yazeed ki mahi bas hussain ki hai karbala  zuljenah badh ke choom lo ghar tak aa gayi hai karbala  shaam fatha karne ke liye nezo per gayi hai kaebala  ghaib main imam hai mera haan abhi bachi hai karbala  mashhad ab jina ki fikr kya dil main jab basi hai karbala

Noor Se Saji Hai Karbala

Dil Ko Khenchti Hai Karbala


Fasla zara sa bhi nahi

Khuld se mili hai karbala


kainaat ko sameyt le

is qadar badi hai karbala


jhon ki siyahi jab mili 

sheh ne tab likhi hai karbala


sajda tool kijiye nabi

pusht pe abhi hai kaebala


hurmula ke waste hai mauty

hurr ki zindagi hai karbala


chumne sagheer ke qadam

ghutniyon chali hai karbala


ye kisi yazeed ki mahi

bas hussain ki hai karbala


zuljenah badh ke choom lo

ghar tak aa gayi hai karbala


shaam fatha karne ke liye

nezo per gayi hai kaebala


ghaib main imam hai mera

haan abhi bachi hai karbala


mashhad ab jina ki fikr kya

dil main jab basi hai karbala

Comments