Editors' Choice

BEST NOHA LYRICS RULA KE QATAL KIYA LYRICS

Manqabat 2021| FATIMA KI KANEEZ LYRICS | Manqabat Bibi Fatima Zahra 2021 | Ya Zahra -1442

 

Manqabat 2021| FATIMA KI KANEEZ | Hashim Sisters | Manqabat Bibi Fatima Zahra 2021 | Ya Zahra -1442

Saqiba, Aamina, Aaliya, Aamela, Kamela, Nooriya, Qaaima, Raazia, Marzia, Tahira, Ya Zahra, Ya Umme Abeeha

Main Tou Fatima (sa) Ki Kaneez Houn

Main Tou Fatima (sa) Ki Kaneez Houn

1) Mera rabt Bint e Nabi sey hai

Mujhe ishq Bint e Ali sey

Mujhay ishq unkey hai phool sey

Mujhay ishq unki kali sey hai

Meri chasm mein Dar e Sayyeda

Mera sar hai unki janaab hai

 

2) Meray Jism o Rooh o ko aey Khuda

Zara is tarhaan sey tu paak kar

Kay main har gunaha sey door houn

Ho riza e Fatima par nazar

Yeh meray lieay kahein Fatima

Tu humaarey ghar ka gulaab hai

 

3) Mujhay ishq hai tou Batool sey

Mujhay ishq hai tou Rasool sey

Mujhay ishq hai tou Ali sey hai

Mujhay ishq hai tou Hassan sey hai

Mujhay ishq hai tou Hussain se

Mujhay ishq chauda qamar se hai 


4) Mujhay gar millay dar e Sayyeda

Karoon jaan o dil main wahin fida

Tha jo jazba Umm e Banin ka

Meray dil mein paida karey Khuda

Mujhay ishq unki gali sey hai

Mujhay ishq unkay chaman sey hai

Mujhay ishq unkay watan sey hai

Kay yeh kehna bhi tou savaab hai


5) Chalo Mahum, Adeeya o Saania

Dar e Sayyeda pey jhukaaein sar

Suno Majid aisa amal hai yeh

Kay jo paak karta hai har nazar

Sunein Bibiyan kahein milkay sab

Yehi auraton ka nisaab hai


YA FATIMA (SA) YEH JAAN HAI FIDA

Comments