Header Notification

Fazeelat E Ameer Muawiya New Manqabat Lyrics By Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri

Mehboob E Mustafa Syedna Ameer E Muawiya Radiallahu Ta'ala Anhu


Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya
Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya
Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Musallam Saboot Hai Fazilat E Muawiya
Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Woh Jis Se Rooth Jayein Toh Rasool Usse Rooth Jayein
Nabi Se Is Tarah Ki Hai Qaraabat E Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Hazrat E Ali Ki Shaan To Bahot Buland Hain
Maraaqib Ka Farq Bahot Zyada Hai
Hazrat E Ali Or Hazrat E Muawiya Ke Martabe Ki Koi Baraabari To Nahi
Magar Ameer E Muawiya Par Ungli Uthane Walo Tum Hazrat E Ali Ki Shaan Ko Imam E Hasan Or Imam E Hussain Se Zyada Jante Ho
Ek Syed Ki Baat Badi Dil Pe Lagi
Syed Kehne Laga Ke Ali Ke Bete Jis Hasan Ne Muawiya Se Sulaah Karli Hum Us Muawiya Se Jung Nahi Kar Sakte Or Jis Ali Ke Bete Hussain Ne Yazid Se Jung Ki Hum Us Yazid Se Sulah Nahi Kar Sakte

Muawiya Ke Pyar Se Hamara Beda Paar Hai
Gunaah Bakhsh Wayegi Safa'at E Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya
Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Har Ek Adu Pe Laanatein Khuda Ki Aur Rasool Ki
Hain Baa'ise Riza E Rab, Ita'at E Muawiya

Ameer Ul Mu'minin, Sahabi E Rasool
Kaatib E Wahi Muhibbe Ahle Bayt

Nasab Mein Hain Tajalliyaan Qabila E Rasool Ki
Quraisiyat Se Badh Gayi Sharaafat E Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya
Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya
Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya
Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya

Inhein Koi Bura Kahe To Unke Moonh Mein Khaak Waak
Na Soon Sakenge Hum Kabhi Haanatein Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Yazid Ke Fareb Ka Muawiya Se Kya Hisab
Nibha Na Paaya Woh Shaqi, Nayaabatein Muawiya

Ameer Ul Mu'minin, Sahabi E Rasool
Kaatib E Wahi, Muhibbe Ahle Bayt

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya
Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Yeh Kohar E Hayaat Hain, Yeh Tosha E Nijaat Hain
Dil E Faridi Ko Mili Muhabbat E Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya
Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya
Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya
Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiyad

Post a Comment

0 Comments