Header Notification

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn - Noha Lyrics 2021

Aaliya
Aamela
Kamela
Nooriya
Qaaima
Raazia
Marzia
Tahira
Ya Zahra (sa)
Ya Umme Abeeha

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn 
Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Mera rabt bint e nabi sey hai
Mujhe ishq bint e Ali sey hai
Mujhay ishq unkey hai phool sey
Mujhay ishq unki kali sey hai
Meri chasm mein dar e sayyeda
Mera sar hai unki janaab hai

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn
 Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Meray jism o rooh o ko aey khuda
Zara is tarhaan sey tu paak kar
Kay main har hunaha sey door houn
Horiza e fatiy par nazar
Yeh Meray lieay kahein fatima
Tu humaarey ghar ka gulaab hai

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn
Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Mujhay ishq hai tou batool sey
Mujhay ishq hai tou rasool sey
Mujhay ishq hai tou Ali sey hai
Mujhay ishq hai tou Hassan sey hai
Mujhay ishq hai tou Hussain sey 
Mujhay ishq 14 qamar sey hai

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn
Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Mujhay gar millay dar e sayyeda
Karoon jaan o dil main wohin fida
Tha jo jozba umm e banin ka
Meray dil mein paida karey khuda
Mujhay ishq unki gali sey hai
Mujhay ishq unkay chaman sey hai
Mujhay ishq unkay watan sey hai
Kay yeh kehna bhi tou savaab hai

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn
Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Chalo mahum, adeeya o saania
Dar e sayyeda pey jhukaaein sar
Suno majid aisa amal hai yeh
Kay jo paak karta hai har nazar
Sunein bibiyan kahein millay sab
Yehi auraton ka nisaab hai

Main tou fatima (sa) ki kaneez houn
Main tou fatima (sa) ki kaneez houn

Post a Comment

0 Comments