Header Notification

Janum Ya Hussain Lyrics Nadeem Sarwar 2019

 

Janum Ya Hussain

Azadar-e-Hussain

Sab mil ke
Hum Awaz hoke
Haaaan,  
(Moula Ya Hussain) x2
(Ya Hussain) x4
(Moula Ya Hussian) x2




Haaaaan…..
(Hussain ka jo sogh hai, Na Khatam hoga Ba Khuda) x2
Muharram o Safar na ho to ghum na ho sath kia


Zindagi, keh sath bhi,
Zindagi, keh baad bhi,
Zindagi, keh sath bhi,
Zindagi, keh baad bhi,
Zindagi, keh sath bhi,
Zindagi, keh baad bhi,

Baadshah Hamara Ya Hussain
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya Hussain) x3
Hussain Hussain


Moula Awaz do
Humain Parwaz do
Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado
Apka Sath ho, Apki Baat ho
Dil Maira Apna Azakhana Bana do


(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2
Zindagi, keh sath bhi
Zindagi, keh baad bhi
Baadshah Hamara Ya Hussain
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain






Aaa, Zinda Wafadar rahay,


Farshe Azadar hi rahay
Tujh pe Jiyain Tujh pe marain
Naoukri yeh chalti rahay
Hum Rahain , Na rahain
Hum Jiyain, Na jiyain
Hum Chalain, Ya rukain

Is jahan keh sath bhi
is jahan keh baad bhi  
Is jahan keh sath bhi
is jahan keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain

(Badshah) x3
Ya Hussain
(Badshah) x3
Ya Hussain
Zindagi, keh sath bhi
Zindagi, keh baad bhi
Baadshah Hamara Ya Hussain


Tera yeh ghum sath rahay
Tera Karam sath rahay
Chalte rahain Ahl-e-Aza 
Or Alam Sath Rahay

Har Kadam, Dam Ba Dam
Sath ho, tera ghum
Karbala, ki Qasam

Dharkanoun keh sath bhi
Dharkanoun keh baad bhi
Dharkanoun keh sath bhi
Dharkanoun keh baad bhi

Badshah Humara Ya Hussain 
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain

Moula Awaz do
Humain Parwaz do
Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Baat ho
Dil Maira Apna Azakhana Bana do

(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2
Zindagi, keh sath bhi
Zindagi, keh baad bhi
Baadshah Hamara Ya Hussain


Moula Mere dill ki sada
Mang raha houn yeh dua
Moula tere Naam rahe
Jeena Mera, Marna Maira
Aye Khud , Sun zara
Hai Yahi Ilteja, Tu dikha Karbala
(Is dua keh sath bhi, Is dua keh baad bhi) x2

Badshah Humara Ya Hussain 
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain

(Badshah) x3
Ya Hussain
(Badshah) x3
Ya Hussain
Zindagi, keh sath bhi
Zindagi, keh baad bhi
Baadshah Hamara Ya Hussain

Haaan…
Aka Shahe Karb O bala
Tu ne Bara Kaam Kiya
Deen pe saab waar diya
Phir bhi taira sir na jhuka
Ghar diya, sir diya
Bach gaya, Lailla
Sach Gai, Karbala
(Karbala keh sath bhi, Karbala keh baad bhi) x2

Badshah Humara Ya Hussain 
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain

Moula Awaz do
Humain Parwaz do
Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Baat ho
Dil Maira Apna Azakhana Bana do

(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2
Zindagi, keh sath bhi
Zindagi, keh baad bhi
Baadshah Hamara Ya Hussain

Haaan…
Jeetay raho Ahl-e-Aza
Dill main rahay Karb O bala
Shad Raho, Chaltay raho,
Pehne Hoyay Shal-e-Aza
Hai Dua, Ho Sada
 Har Jagah, Yeh Aza, 
Yeh Sada, Yeh Nawa,

Majlisoun keh sath bhi,
Majlisoun keh baad bhi
Majlisoun keh sath bhi,
Majlisoun keh baad bhi
Badshah Humara Ya Hussain 
Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
(Janum Ya hussain) x3
Hussain Hussain
Moula Awaz do
Humain Parwaz do
Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado
Apka Sath ho, Apki Baat ho
Dil Maira Apna Azakhana Bana do
(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2


Nabi, Ali O Fatima Hassan keh chain Marhaba

Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain

Khuda Keh Noor, Panjetan keh noor-e-Ain, Marhaba

Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain

 Sada rahay yeh silsila, Na totay tum se rabta,
tu dhakanoun main bas gaya, tu rooh main samagaya

 tu dharkanoun main bas gaya, Hussain

tu rooh main sama gaya, Hussain
Laho main Mairay gounjta Hussain
Humara hai Ata Pata Hussain
Salam Ashiq-e-Khuda 
Salam Jaan-e-Mustafa
Salam Qalb-e-Murtaza
Salam Rooh-e-Fatima
Salam Shah-e-Karbala
Ghareeb-e-Nailawaan
Ghareeb-e-Fatima
Ghareeb-e-Murtaza

(Hussain Ya Hussain) x4

Post a Comment

0 Comments