Taboot Fatima ka Noha Lyrics Tahir Baltistani Ayyam E Fatima Noha New Noha Ayyam E Fatima 2024 ताबूत फातिमा का नोहा गीत
Kalam Title : Taboot Fatima ka
Reciter : Tahir Baltistani
Poet : Farishta Yazdaan
Audio : TeeZee Studio
Mastering : Tirmah Zaidi
Video : Riz Records
Directed By : Qamarain Haider Rizvi
Supervision : Nayyar Sabir
Release : Ajareresalat.com
*******************************************************************
◉ Roman Lyrics
Zahra Haye Zahra, Zahra Haye Zahra
Zahra Hai Zahra, Zahra Hai Zahra
Haye Zahra
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Dil Phat Raha Hai Hai, Dil Phat Raha Hai Hai
Shabbir-e-Mujtaba Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Chhotay Se Sin Mein Hai Jhela Hai Dard Kaisa
Hasnain Ke Saron Se Uthta Hai Maa Ka Saya
Hasrat Se Dekhte Hain, Hasrat Se Dekhte Hain
Taboot-e-Walida Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Hai Bebasi Ye Kaisi, Kaisi Hai Ye Qayamat
Tareekiyon Mein Uthti Hai Fatima Ki Mayyat
Rota Hai Zarra Zarra, Rota Hai Zarra Zarra
Kul Arz Aur Sama Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Rukhsat Hui Jo Zahra, Is Zulm Ke Jahan Se
Pehlu Pe Haath Rakha, Tab Dekha Murtaza Ne
Rokar Kaha Bataya, Rokar Kaha Bataya
Kyoon Cheena Is Jahan Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Mohsin Ka Daagh Dil Par, Pehlu Liye Shikasta
Tum Bhi Chali Akela Haider Ko Kar Ke Zahra
Ye Waqt To Nahi Tha, Ye Waqt To Nahi Tha
Bibi Teri Qaza Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Zahra Ko Dafn Kar Ke Tareekiyon Mein Hai
Shab Ko Ali Ne Hai Zahra Ko Dukh Sunaye
Rokar Nishan Mitaya, Rokar Nishan Mitaya
Phir Khwab Sayeda Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Saray Diye Bujha Kar Hai Farishta Zahir
Rotay Thay Chup Ke Bachon Se Baad Zahra Haider
Mola Na Bhool Paye, Mola Na Bhool Paye
Gham Bint e Mustafa Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
Haider Utha Rahe Hain Taboot-e-Fatima Ka
••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••
Taboot Fatima ka Noha Lyrics Tahir Baltistani Ayyam E Fatima Noha New Noha Ayyam E Fatima 2024 ताबूत फातिमा का नोहा गीत
ज़हरा हाय ज़हरा, ज़हरा हाय ज़हरा
ज़हरा है ज़हरा, ज़हरा है ज़हरा
हाय ज़हरा
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
दिल फट रहा है है, दिल फट रहा है है
शब्बीर-ए-मुजतबा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
छोटे से पाप में है झेला है दर्द कैसा
हसनैन के सरों से उठता है माँ का साया
हसरत से देखते हैं, हसरत से देखते हैं
ताबूत-ए-वालिदा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
है बेबसी ये कैसी, कैसी है ये कयामत
तारीकियों में उठती है फातिमा की मय्यात
रोता है ज़र्रा ज़र्रा, रोता है ज़र्रा ज़र्रा
कुल अर्ज़ और समा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
रुखसत हुई जो ज़हरा, इस ज़ुल्म के जहाँ से
पहलू पे हाथ रखा, तब देखा मुर्तज़ा ने
रोकर कहा बतायाया, रोकर कहा बतायाया
क्यों चीना इस जहां का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
मोहसिन का दाग़ दिल पर, पहलू के लिए शिकस्त
तुम भी चली अकेला हैदर को कर के जहरा
ये वक्त तो नहीं था, ये वक्त तो नहीं था
बीबी तेरी क़ज़ा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
ज़हरा को दफ्न कर के तरीकियों में है
शब को अली ने है ज़हरा को दुःख सुनाये
रोकर निशान मिटाया, रोकर निशान मिटाया
फिर ख्वाब सईदा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
सराय दिये बुझा कर है फरिश्ता जाहिर
रोते थे छुप के बच्चों से बाद ज़हरा हैदर
मोला ना भूल पाये, मोला ना भूल पाये
ग़म बिन्त ए मुस्तफ़ा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
हैदर उठा रहे हैं ताबूत-ए-फातिमा का
0 Comments