Video Details!
Kalam | Gham Main Dooba Huwa Karbal Ka Musafir Dekha
Recitor | Dr Amir Rizvi
Written | Hasan Raza (Lahore)
Composition | Ustad Akbar Abbas
Special Thanks | ANJUMAN AL-ABBAS KATRI BAWA
Audio Recording and Mixing | ODS
Chorus | Rizwan Mirza , Hasnain Mehdi , Shahrukh Abbas , Sunny
Edit | TNA - Ali Arman
Graphics | Yawer Damani
Album | 2024 / 1445H
Islamic Date | Muharram 2024 | 1445
#KarbalKaMusafir #DrAmirRizviNohay #NewNohay2024 #noha2024 #imamhussainnoha
-----------------------------------------------------------------------------
GHAM MAIN DOOBA HUWA KARBAL KA MUSAFIR DEKHA LYRICS ग़म में डूबा हुआ कर्बल का मुसाफिर देखा| Dr Amir | Nohay 2024 | Muharram 2024 | 1446
● ● N O H A L Y R I C S ● ●
GHAM MEIN DOOBA HOOA KARBAL KA MUSAFIR DHEKA
ROTAY SHABBIR KO ZAHRA KI LEHAD PAR DHEKA
APNE SAR MAAR KE DEEWAR SE ROYA GHAZI
JAB NABI ZAADI KO AATHE HOOE BAHAR DHEKHA
NOOR ANKHON KA GAYA QATILON SE POOCHE HUSSAIN
KOI BATLAYE KISI NE MERA AKBAR DEKHA
RAVI LIKHTE HAI KE SAJJAD KO JAB HOSH AYA
JALTHE KHAIYYAM ME ZAINAB KO KHULE SAR DHEKA
DOOR TAK PEHLI HAI QASIM KI JAVANI RUN MEIN
DHEYR TAK DOONDHTHA PHIR SIBTE PAYAMBER DHEKA
MUJH KO BARBAD KHUDA KERDE YE BOLA PAANI
SHEH KE HATHON ME JO ZAKHMI ALI ASGHAR DEHKA
ग़म में डूबा हुआ कर्बल का मुसाफिर देखा
रोते शब्बीर को ज़हरा की लेहड़ पर देखा
अपने सर मार के दीवार से रोया ग़ाज़ी
जब नबी ज़ादी को आठे हुए बाहर देखा
नूर आँखों का गया क़तिलों से पूछे हुसैन
कोई बतलाये किसी ने मेरा अकबर देखा
रवि लिखते हैं के सज्जाद को जब होश आया
जलते ख़ैय्याम में ज़ैनब को खुले सर देखा
दूर तक पहली है कासिम की जवानी दौड़ में
ज़्यादा तक ढूँढ़ता फिर सिब्ते पयम्बर ढेका
मुझ को बरबाद खुदा केरदे ये बोला पानी
शेह के हाथों में जो जख्मी अली असगर ढेका
.jpg)
0 Comments