Shahadat Janabe Muslim as Noha 2024 | Khurram Waseem Zaidi Lyrics Noha | Muharram 2024/1446 Nohay
----------------------------------------------------------------------------------
Related - New Noha Shahadat Janabe Muslim (as)
1446/2024 | Janabe Muslimع New Noha 2024
Recited By | Khurram Waseem Zaidi
Poetry By | Molana Zishan Mukarrami
Composition | Khurram Waseem
Video Editing | AlqaimStudio
Label | KW
Cover Design By | Meher Graphy 110
Audio Mix Master | Raza Tirmizi
Album | 2024 /1446
Islamic Date 9th Zilhijj Shahadat Janabe Muslim (as)
---------------------------------------------------------------------------
Noha Lyrics:-
De Rahi Hai Ye Sada Fatima Zehra Muslim
Girne Dungi Na Zami'n Par Tera Lasha Muslim
1. Zalimo Ne Tujhe Bejurmo Khata Mara Hai
Shiddate Gham Mera Dil Bhi to Do Para Hai
Home Dungi Ne Teri Lash Ko Tanha Muslim
2. Janti Hu K Giraynge Sitamgar Tujhko
Gham na Kar Bhao'n Me Le lungi Me Bhad Kar Tujhko
Bhahe'n Phelay Hu Me Zaire Emara Muslim
3 . Qatl K Bad Bhi Jallad Sitam Dhaynge
Babe Sa'at Pe Teri Lash Ko Latkaynge
Phir Gaya Aale Mohammad se Ye kufa Muslim
4 . Kufe Walo Ne Dagha Kark Jo Muh Phera Hai
Lashkaro Ne Yako Tanha Ko Yaha Ghera Hai
Khud Krungi Me Teri Lash pe Saya Muslim
5.Khuld Ko Chorh k Kufe Me Chali Aaai Hu
Jam E Kosar Bhi Tere Waste Me Lai Hu
Zalimo Ne tujhe mara Hai Jo Piyasa Muslim
6 Khud bhi Roynge Zamane Ko Ye Rulwaynge
Hashr Me khurram O Zishan Jaza Paynge
Teri Ghurbat Pe Jo Padhte Hain Ye Noha Muslim
=======================

0 Comments