Ghadeer Ke Baad | Syed Zain Ali Zaidi | Eid e Ghadeer Manqabat 2024 | New Manqabat
Yeh Jibra'il ne hans kar kaha Ghadeer ke baad Khuda ka deen mukammal hua Ghadeer ke baad
Khuda ka hukm sunaya jo Haj se aate hue wilayaton se gale milke muskurate hue risaalaton ne kaha shukriya Ghadeer ke baad
Mai kaise loon Mola Ali ko yeh sun kar Khuda ne Arsh se Haris ko maarkar pathar Ali ke bughz ka badla liya Ghadeer ke baad
Woh tapta sehra woh garmi bas us pe laanat thi Ali se jalne ki pehle hi jisko aadat thi jala woh aur zyada jala Ghadeer ke baad
Ali ke bughz mein aagay thay jo bahut had se woh log chehra chhupate rahe Muhammad se kahin pe jab bhi hua saamna Ghadeer ke baad
Faqat Ali hain bila fasal ghaur se sun le humare kalme pe yeh soch kar lagaya fatwa Nabi ne khud yehi kalma parha Ghadeer ke baad
Diya bujha ke wilayat ko jagmagaana hai wahan Hussain ne ek din zaroor jaana hai zameen pe rakhi gayi Karbala Ghadeer ke baad
Yeh Zain Zaidi se Zeeshan Abidi ne kaha tha bas Madinay mein woh ghar halaal zaadon ka jahan
pe jashn manaya gaya Ghadeer ke baad
ये जिब्राइल ने हंस कर कहा ग़दीर के बाद खुदा का दीन मुकम्मल हुआ ग़दीर के बाद
खुदा का हुक्म सुना जो हज से आते हुए विलायतों से गले मिले मुस्कुराते हुए रिसालतों ने कहा शुक्रिया ग़दीर के बाद
मैं कैसे लूं मोला अली को ये सुन कर खुदा ने अर्श से हारिस को मारकर पत्थर अली के बग़्ज़ का बदला ग़दीर के बाद
वो तपता सेहरा वो गर्मी बस उस पे लानात थी अली से जलने की पहले ही जिसकी आदत थी जला वो और ज़्यादा जला ग़दीर के बाद
अली के बग़्ज़ में आगे थे जो बहुत हद से वो लोग चेहरा छुपते रहे मुहम्मद से कहीं पे जब भी हुआ सामना ग़दीर के बाद
फ़क़त अली हैं बिला फ़सल ग़ौर से सुन ले हमारे कलमे पे ये सोच कर लगाया फ़तवा नबी ने खुद यही कलमा लिखा ग़दीर के बाद
दीया बुझा के विलायत को जगाना है वहाँ हुसैन ने एक दिन ज़रूर जाना है ज़मीन पे रख गई कर्बला ग़दीर के बाद
ये ज़ैन ज़ैदी से ज़ीशान आबिदी ने कहा था बस मदीने में वो घर हलाल ज़ादों का जहाँ
पे जश्न मनाया गया ग़दीर के बाद

0 Comments