- Get link
- X
- Other Apps
Editors' Choice
Eid e Ghadeer Manqabat 2024 | Saj Gaya Maidan e Ghadeer Lyrics सज गया मैदान ए ग़दीर | Mohammed Abbas Karim | 18 Zilhaj Manqabat
Posted by
Sameem khan
on
- Get link
- X
- Other Apps
ईद ए ग़दीर मनकबत 2024 | सज गया मैदान ए ग़दीर | मोहम्मद अब्बास करीम | 18 ज़िलहाज मनकबत Eid e Ghadeer Manqabat 2024 | Saj Gaya Maidan e Ghadeer | Mohammed Abbas Karim | 18 Zilhaj Manqabat
● MANQABAT - L Y R I C S ●
AAJ HAIDER KE LIYE SAJ GAYA MAIDAAN E GHADEER
BAN GAYE MOLA ALI HOGAYA ELAAN E GHADEER
HAATH HAIDER KA UTHAA KAR YEH MUHAMMAD NE KAHAA
JINKA MOLA HON MEIN UN SAB KE ALI HAIN MOLA
SUNKE YEH JHOOM UTHE BUZAR O SALMAN E GHADEER
MOLA JAB DONO’N JAHAANO’N KE BANE SHAHE NAJAF
KUCH MUSALMANO’N KE UTRE HUWE CHEHRO’N KI TARAF
DEKH KAR HANSTA RAHA MIMBAR E PAALAN E GHADEER
JALNE WAALO’N SE KAHO AAJ KHUSHI WAAJIB HAI SAB PE WAJIB HAI WILA SAB PE ALI WAJIB HAI
MERE MOLA KI WILA BAN GAYI PEHCHAN E GHADEER
BOLA HARITH MEIN UNHEIN MAAN LOO’N MOLA KAISE
GAR YE SACHHAI TO AZAAB AAYE KHUDA KA MUJH PE
SAR PE PATHAR JO LAGA MARGAYA SHAYTAAN E GHADEER
PHIR GAYE HUKM E MUHAMMAD SE JO BAKKHIN KEH KAR
UNKO DOZAKH MEIN KHUDA BHEJEGA ROZE MEHSHAR
YAAD JIS JIS NE BHI RAKHA NAHIN FARMAAN E GHADEER
MUNKIR O GHAASIB O FAASIQ KE MUQQADDAR MEIN NAHIN
EID E AKBAR HAI MUNAFIQ KE MUQQADDAR MEIN NAHIN
AAJ BAS KHUSHIYAA’N MANATE HAI MALANGAANE GHADEER
KHUM KE MAIDAN MEIN JAB MOLA PE AAYAT UTRI
AUR WAHI’N SAATH MEIN UN LOGO’N PE LANAT UTRI
MUNH CHUPAATE THE MUHAMMAD SE JO DORAAN E GHADEER
KAUN SAR TAAJE WILAYAT HAI BATAYA SABKE
YAAD MAN KUNTO KA ELAAN DILAYA SAB KO
● मनक़बत - गीत ●
आज हैदर के लिए साज गया मैदान ए ग़दीर
बन गए मोला अली होगा एलान ए ग़दीर
हाथ हैदर का उठा कर ये मुहम्मद ने कहा
जिनका मोला होन में उन सब के अली हैं मोला
सुनके ये झूम उठे बजर ओ सलमान ए ग़दीर
मोला जब दोनो जहानो के बने शाहे नजफ़
कुछ मुसलमानो के उतरे हुए चेहरे की तरफ
देख कर हंसता रहा मिम्बर ए पालन ए ग़दीर
जलने वालो से कहो आज खुशी वाजिब है सब पे वाजिब है विला सब पे अली वाजिब है
मेरे मोला की विला बन गई पहचान ए ग़दीर
बोला हारित में उन्हें मान लूं मोला कैसे
गर ये सचाई तो अजाब आए खुदा का मुझ पे
सर पे पत्थर जो लगा मरगया शैतान ए ग़दीर
फिर गए हुक्म ए मुहम्मद से जो बक्खिन कह कर
उनको दोज़ख में खुदा भेजेगा रोज़े मेहशर
याद जिस जिस ने भी रखा नहीं फ़रमां ए ग़दीर
मुनकिर ओ ग़ासिब ओ फ़ासिक के मुकद्दर में नहीं
ईद ए अकबर है मुनाफिक के मुकद्दर में नहीं
आज बस खुशियाँ मनाते हैं मलंगने ग़दीर
ख़ुम के मैदान में जब मोला पे आयत उतरी
और वहीं साथ में उन लोगों पे लानात उतरी
मुंह छुपाते थे मुहम्मद से जो दोराँ ए ग़दीर
कौन सारे ताज़े विलायत है सबको बताया
याद मन कुंटो का एलान दिलाया सबको
ऐ करीम आज कहो मुझको भी जीशान ए ग़दीर

Comments
Post a Comment